Some pairs ki spread kam aor kuch ki high q hoti hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Some pairs ki spread kam aor kuch ki high q hoti hai?
    Agar apne note kiya ho tu kuch pairs aise hotay hai jinke spreads kam hoti hai aor kuch ki spreads high hoti hai so maira question ap tamam logo say yahe hai k eski kiya waja hai kiya apke paas kuch information hai eskay baree mai agar hai tu zaror share kejey ga
    Maire knowledge k mutabiq jin pairs mai ziyada trading hoti oski spreads kam hoti hai aor jin mai kam trading hoti hai aonka ziyada .....
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear jo bi pair ziyad log use kerty hy jaiy ky eurusd ya gbpusd ya usdjpy in jaisy pair mai ap ko kam spread hi mily ga or jo pair jaiy ky euraud gbpnzd ya is terha ky pair jin ki move kam hoti hy un mai log entry kam hi lyty hy tu un mai spread bi kam hota hy lehaza ager ap ko trade kerna ho tu ap olazmi fast pair mai hi tarde kery taky asani ky sath ap ko achi entry bi mill jay or asani ky sath ap ki trade profit mai bi jay ziyada w8 nahi kerna pary ga kiyo ky move fast ho gi.
    • #3 Collapse

      Kisi bhi pair main spread us pair main hony wali market movement ky hisab sy hoti hai ky agar market ki movement kis pair main bahot zyada hoti hai tou uska spread bhi utna hi zyada hota hai aur agar movement kam ho tou spread bhi small hota hai
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Of course yes my dear sir mujhe is bary me ziada to nai pata hai.lekin ap ne mery ilam me izafa kia hai. Or agr hm Gold,Oil ka compare Eurusd,Gbp/Usd sekarn to waqei in ki spread boht ziada hoti hai.Shyed ye hi waja ho lekin Gold most traded commodity hai to is me spread ziada kasy ho sakti hai? Umeed ha ap is confusion ki wazahat zror kren gay. Thank You.

        اب آن لائن

        Working...
        X