Profit karnay ka raaz

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Profit karnay ka raaz
    Dear fellow's forex trading may aksar members bonus milnay Kay baadh jald is osay zaaya karwathay hay our os ke waja ye hay ke trabint ka experience na hona is liay trade laganay Kay baad osay monitor karna buhut zarori hay kionka forex trading ke market ka up and down har koi nahe samajh sakhta our trade laganay Kay baad Jo members osko monitor karthay hay wo kabhi bee loss nahe karthay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G han bhai aksar traders bonus hasil hony per just short time main bahot zyada earning ky liay chance ka bhi wait nehi kerty aur market ki big movement dekh ker opposite direction main bari lot size sy trade open ker dety hain aur foran hi account wash ker lety hain agar ehtiat sy bonus ko use kia jaey tou achi earning bhi hasil ho sakti hai
    • #3 Collapse

      Dear bro forex trading main kamyabi ke liy ap ko ashy aur kamyab strategies bnany hon ge aur yahi forex trading buisnes main kamyabi ka raaz hy, ap ko chay ke demo per practice kren ni ni strategies bnain aur un ko demo per apply kren aur jo strategy ap ko kamyab nazar ay us ko real per apply kren aur earning kren
      • #4 Collapse

        Profit has kerny ka raz yeah bhi hai ky ham apni trading main risk ko manage kerna seekh lain agar ham risk management ker lety hain tou hamain loss bahot kam aur profit zyada hasil hota hai aur Shyed hamara account kabhi bhi wash na ho agar ham risk ko manage ker lain tou
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Haiderafzal پيغام ديکھيے
          Dear fellow's forex trading may aksar members bonus milnay Kay baadh jald is osay zaaya karwathay hay our os ke waja ye hay ke trabint ka experience na hona is liay trade laganay Kay baad osay monitor karna buhut zarori hay kionka forex trading ke market ka up and down har koi nahe samajh sakhta our trade laganay Kay baad Jo members osko monitor karthay hay wo kabhi bee loss nahe karthay
          Je bhai apny bahot achi bat share ki hai k trade lagany k bad monitor n karna hota hai jo k ap apny experiences k through he kar sakaingy ar trade ko open karny se pehly analysis bahot zaroori hai k ap market ko sahih analyse karay is k bad trade open karain.
          • #6 Collapse

            G Hn Dosto forex trading ma ap jo b trade lgy to trade lgany sy phely os ko achi trha sy soch smjh ly jb wo trade ap ki smjh ma jy to ap ko money ko manage kr lot size lga k trading kry or trading lgany k bd os ko Bhool na jy Bilkay os trade ko monitor krty rhy or jha Acha profit mil jy wha trade bnd kr dy yhe profit hsal krny ka best raz hy
            • #7 Collapse

              Re: Profit karnay ka raaz

              forex mai jab hum acha knowledge or experience hasial kar ky market ky rules ko follow kar ky market ky up dwon ko sahkty howe kam karty hain to hum kamyab ho jaty hain or acha bonus earn kar lety hain lakin agar hum is mai bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho ga lakin is mai market ka koi qasur nahi hota
              • #8 Collapse

                Re: Profit karnay ka raaz

                Brother agar monitor karnay ki bjae ham take profit aor stop loss LGA k trade ko chor dain yo yeh acha hai aor yeh possible ho sakta hai k jab hamri money management achi ho jo k trade lgaanay se pehlay kar li jaye to trade ko bar bar daikhnay ki zarorat nae apko apka profit mil jata hai and profit ka raaz achi forex knowledge and experience mai hota hai us Kay bad achi planning b achay profit k lye zarori hai
                • #9 Collapse

                  Re: Profit karnay ka raaz

                  Dear aap ki baat bilkul droost hay k jab profit hota hay bonus malty ho ziada ter number is ko zaaya kerty daty hain kun k zaada log trading ki training na honi ki waja say log aapna nuqsan kerty hain forex main trading k doran trade per nazer rakhna hoty hay jiss say loss oor profit ka pata chalta hay.
                  • #10 Collapse

                    Re: Profit karnay ka raaz

                    Profit kernay kay raz har koe har kisi ko nahi batata. is liye trader chon kay apnay trading kay raz kisi say share nhi kertay is liye trader ko aikdosray say ye kafi problems rehtay hain. hala kay ager trader aik dosray ko ye raz bata bhi den to wo shyad dosray traders kay liye zyada profit walay na hon. que kay wo jis trader nay apnay liye banaye hotay hain wo usi ko hi suite kertay hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: Profit karnay ka raaz

                      forex mai profit hasial karny ky liye hamy lalch or emotions ko qano mai rahk ky kam karna chahey pher he hum loss sy bach saky gy hamy acha knowledge hasial kar ky confidence ky sat high amount invest karne chahey pher he hum acha profit gain kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik real business hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Profit karnay ka raaz

                        Je ga bilkul sahi kaha apny ager hamy pory month mehnat kar ke jo bonus hamy dia jata hai ham jald he ussy wash kerwa dety hai hamy chahye ke ham trade order karny se pehly market ko analysis kary aur apna knowledge aur experience ko barhaye tab he ham market ke sath chal sakty hai aur profit earn kar sakty hai

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X