money mangement ko kis tra say conrol karty hain?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    money mangement ko kis tra say conrol karty hain?
    mujhy aj kisi nay btaya hai k forex main money mangement karni chahieay mger mujhy ye he nahi pata chal skaa k forex main iska kia role hai aur isska kia fiad ahota hai senior log btain k isko kesy use karty hain aur iska kitni importanc ehai forex main.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear member money mangment ka trading main bahut ahim role hey.Money mangment ka matlab hey apni capital amount yani total balance key mutabiq trading kerna. Ager amount kem hey to phir lot size bhi choti rekhni aor stop loss ka use kerna.
    • #3 Collapse

      Dear baat ya hay k instaforex trading main jo sab sa pahla step samjaya jata hay wo hay money managment hay aur ya forex trading ka sab sa important step hay iss k bagher aap kohi be trade success nahi kar saktay hain money managment k laya sab sa phalay aap ko apna bounas apna capital dakhna parta hay us k matabic aap trade main lot open kartay hain jitna zayada capital ho ga utni bari lit open kar saktay hain
      • #4 Collapse

        Dear Pakistan forums members forex trading mai sab se ziada jis batcoe focus kiya jata hai Wo money management hi hai. Q k aksar log isko manage nai kar paaty aur buri tarah fail ho jaaty hain. Iske liye simple planning aur stradegy hai k choty lot size k saath trade karna chahiye aur ik time pe ik se 2 trade hi Karen isse ziada trade na Karen.
        • #5 Collapse

          kisi bhi trade main capital ko dekhatay hoya lots size lagana stop loss ,take profit ya sub he to money mangement hain oar is main sub say basic apna balance k mutabik lot size lagana hay
          • #6 Collapse

            Dear brother money management ki forex trading main bohat zeyda ahmeyat hay ap kay pas account main jo peysa para hay yani apka capital os ko dekhty hoy apni tradeing karna es kam ko money management kehty hain agar apky pass kam capital hay to kabi be bari lot size say trade na krin takh spka account save rahy es tarha baki factor ko be nazar main rakhty hoy tradeing karny ko money management kehty hain
            All The Best Dear Friends
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              forex trading main amoney mangemnt se hmain apni trading main lot size ko capital k hisab se set krna hota hai jis k bad hmain apni trading main stop loss or take profot ka use krna chahye q k jub ap en points par apni trading karty hain tu hmain acha proft milny k chabces hoty hain

              اب آن لائن

              Working...
              X