Mehnat men azmat hey
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mehnat men azmat hey
    Dear brothers merey khayal men forex trading dunia men bahot hi acha aur popular online business hey jiss se her kism k log faida utha saktay hen aur iss ki sub se bari khoobi hi yeh hey k iss men jitni zyada mehnat kro gey tu itna zyada profit milay ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bhlkul theek kha apne mehnat men he azmat hey kyu jb tk hm mehnat nai karta hm khamyaab nai ho pahte isi tarha forex trading ek bht he acha bussiness hai jis se hm mehnat kr ke bht profit hasil kr sakhte hn.
    • #3 Collapse

      Trading business Acha aur popular tu bilkul hai.lekn zyda tr logo ko loss ka samna he karna parta ha ku ki wo sedha sedha profits ko dkh ka bna dekh trade karty ha. Forex ma 10sa 15percent log he profit hasil karty ha apny Knowledge aur experience ka zrya trade kar k....
      • #4 Collapse

        yes brother ap thek kah rahy hain jitni ziada app hard work karain gay utna he ziada app ko expereince aur knolwge mily ga kyon k forex asi field hai jahn par app k pas acha expereince hona bohut he zrori hai kyon k iss main log 90 percent loss krty hain wo isi waja say he loss karty hain kuyn k unn k pas expereince nahi hoti iss ko achi tra say learning kar k he start karna chahieay.
        • #5 Collapse

          Helloo brother's BHT hi pyari bt ki hai beshk mehnat main Azmat hai or forex trading BHT acha business hai jitni mehnat kren gy utna profit hoga
          • #6 Collapse

            Aap bilkul thek kaha rahay hain dear instaforex trading dyunia k popular bussniss main aata hay instaforex ki bhot si khoobeyian hain in main sa ak ya hay k ya fack bussniss nahi hay iss sa earning easly mil jati hay aur har lavel k banday k laya easly aproach main hay aur iss bussniss ki sab sa bari khobi ya hay k aap jitni zayada mehnit karan gay utni zayada earning kar saktain hain
            • #7 Collapse

              No doubt k forex aik samndar ha but samndar ku bhi insan nay taskheer ker liya ha. forex man bhi ju trader mehnat or lugun say work kerta ha oc ku buhut earning hoti ha forex man ic man koi shuk nae ha.
              • #8 Collapse

                G han ap ki bat bilkul theek hy aur main ap ko bat se agree karti hun forex trading waqai main aik acha profitable business hay aur agar hum is main mehnat se kaam karain tou hum is main success hasil kar sakte hain jo log is busniess main kamiab hain us k pechay un ki mehnat hay isi liay wo aj aik kamiab trader hain
                • #9 Collapse

                  Dear apki bat thek hay kamyabi ka raz he mehnat hay jab tak ap kesi be kam main mehnat nahi karty ap os main kamyab nahi ho sakty es lay afar ap forex main kamyabi hasal karna chaty hain to foex ko sekhny main mehnat karin forex ka zeyda say zeyda knowledge hasal karin tab ap market ko achi tarha analysis karin sakin gay or achy trade ban pain gay
                  All The Best Dear Friends
                  • #10 Collapse

                    dear mehnat to her kam main zroori hay aur mehnat k bgair to kuch b ni milta aur Forex trading main b ager koi banda achi mehnat kray to wo is se achi money earn ker sekta hay kuin k ye aik best aur popular business hay yahi wjah hay is k mamber roz b roz increase ho rhay hain.
                    • #11 Collapse

                      Dear friend ap nay sona hoga k mahnat main azmat hy agar ap mahnat karen gay pak forex forum main ya pher forex trading main to ap ko as mahnat ki mazdory ao k knowlldge ki shakal main mely gi go ao life time main apni achi life guzar saken gay
                      • #12 Collapse

                        Yes bhaai theak kaaha haii ap ny waq e mehnat mn azmat haii jesa ky forex kii baat ho sahii haii yh ek worlwide busniess haii lakhou kii tadad mn log escsee faida otha rahy hain mehat krry haii aor kamyab tradees bnn gaae hainn nehnat insan kobazeem bnaati haaiibkayab bnati hai es lia humy zaida se zaida mehnat krnii chaiyee taaky hum es mn kamyabb ho jaaein..
                        Mehnat Me Azmat hai
                        • #13 Collapse

                          g haan bhai jan ap nee thek hi kaha hai kee mihnat main azmat hai q k agar ho kisi bhi kam mainnmihnat karta hai tu aus ko aus kam ka sela zaror milta hai jise kee ham as main mihnat kar rahe hain tu ham ko as main dollar milte hain tehk hai bhai jaan
                          • #14 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Fakhar37201 پيغام ديکھيے
                            Dear brothers merey khayal men forex trading dunia men bahot hi acha aur popular online business hey jiss se her kism k log faida utha saktay hen aur iss ki sub se bari khoobi hi yeh hey k iss men jitni zyada mehnat kro gey tu itna zyada profit milay ga
                            Je belkol jitna shakar dalogy uthna meetha hoga. Forex ko ap jitna time daingy jitna seekhaingy ar apny learning ko demo account par practice karaingy to uthna he apko silla b milly ga yani time dena b apki ik kisam ki investment mai jo forex May ap karty hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              yeh bat to belkul theek hai k mehnat mien azmat ha jab kio bee person mehnat kerta hai or dil say kam kerta hai to us ko es mien aa ker mehnat ka phhal zaror mil jata hai or wo earning bee bhut ker leta hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X