Trading robot kya hota hay.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading robot kya hota hay.
    Brothers mera aap sab ay yeh sawaal hay kay trading robot kya hota hay? iss ko kesay use kiyaa jaata hay? iss kay zariye acha profit kesay kamaaya jaa sekta hay? kyaa traders apna aik robot banwa sektay hain apni strategy kay mutaabiq?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    ​Dear bro trading robot aik software hota hy jo ke khud hi trading kerta hy trade lagat bh khud hy aur band bh khud hi kerta hy bus is ki setting kerna padty hy phir ye subh work khud hi kerta hy is ko chalny ke liy aik vps derkar hota hy jis ki monthly ya annual fee hoty hy lkn ye robot ziada kamyab ni hoty
    • #3 Collapse

      G Hn Dosto forex trading ma robot trading aik trha ka software hota hy jo k khud he trading krta hy or he trading band kr dyta hy bs ap es pr apny hisab sy setting kr dyty hy or phr ye sara din khud ba khud chlta rheta hy lkin robot trading pr bht sy trader ko shakiyat hy kiun k es sy zyda trading loss ma he rheti hy
      • #4 Collapse

        Dear member puri dunya mai bohat se aisy softwares hain jis mai ap just investment karty hain aur Wo apki jata pe khud se trade kar raha hota hai. Mery khayal we to ye thek nai hai humain khud trafing seekhni chahiye q k dunya ka koi bhi trader robot ya indicators aisa nai hai jo forex ka future bata sakay.
        • #5 Collapse

          basically robot aik asa automated software hain jahan pay trading signals generate ho sakty hain aur uss kay mutabiq ap phir order laga sakty hain aur iss ki madad say ap market situation ku easliy determine ker satya hain , robot system online purchase ho jata hain lakin purchases ker nay say pehlay iss ki cautions daikh lain
          • #6 Collapse

            robot trading main ta hay kay market main kam karny kay liye aik robot ko select karty hain jis ko information muhayya karni hoti hay kay kis time main humain trade karna hay or kis time main trade nai karna hay to is trae market main jab b chance hota hay achi trade ka to robot khud trade kar lyta hay magr is main risk b hota hay
            • #7 Collapse

              Forex trading kay robot say murad automatic trading kay softwares hoty hain . traders robots ko apni trading ko automatic tareeqay say saranjam daine ke liye robots ka use karty hain . robots ko ager market mai set kar dain tu phir yeh apni defined programming kay mutabiq traders kay liye khudkar trading start kar daite hain.
              • #8 Collapse

                forex mai robot mai atomically trading hote hain lakin is ky liye hamara knowledge or experience bohat acha hona chahey is mai kam kar ky hamy bohat acha bonus milta hain lakin agar hum forex ami new hain to hamy is mai kam karny ka risk nahi lena chahey q ky hamy loss ho jy ga or is mai market ka koi qasur nahi hota
                • #9 Collapse

                  Forex trading Mein robot Ek Aisa instrument hai joki aap se Saman leta hai aur Firoz Kumar ke tahat trading karta hai yeh ek file hoti hai jo aapke computer mein MT4 Mein install ki Jati Hai aur Jab Se on Kiya jata hai tu apni commands Kehte Hai Jiye trading Shuru kar deta hai lekin mostly report Sahi kaam nahi karte aur aap ko nuksaan ka Samna karna padta hai
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading robot kya hota hay.

                    jin logo k pass trading krny ka time nai hota un logo k liye ye aik sahoolat hy k wo EA k zariye trading kr lain lakin ye aik risky kam hy q k robot just current market situations py chal raha hota hy wo market impacts or trend changes ko read nai kr sakta , jis ki waja sy wo aik e market flow me chalta rehta hy or loss k chances bhi barha deta hy .

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X