Jald bazi aor patience mai ap kis k supporter hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    janab yeh tu obvious si baat hai kai humay jald baazi hamesha nuksaan hi pohanchai gi chahy wo duniya ka koi bhi business ho us main humay patience hi dhikhna chahiyay aur forex trading tu phir aik volatile business hai aur is main market buhat taizi say move karti hai tu humay buhat ahtiyat karni chahiyay aur koshish karni chahiyay stop loss ka istamal zaida say zaida karain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Men hmesha patience ko he support krun ga q k patience see hum bohat ouch gain or skty han jb k jald bazi hmen sirf aur sirf nuqsan ki traf le kr jati ha agar jald bazi ki bjae hum Thora say sabar see kaam Lyn to hmen phle see ziada acha profit gain krny men help mil skti ha.
      • #18 Collapse

        of course patience sy kaam laina chahiye. patience sy kaam karain gy to e agy ja sakain gy jald bazi aur jazbaati faislo sy kabhi bhi fayda nai hota. q k kehty hain k jaldi ka kaam shaitaan ka. so hamain hamaisha e patience sy kaam laina chhaye.
        • #19 Collapse

          Assalam alaikum bhai forex ak bahut acha online business hai us main ham ko hamasha patience ka sath trading krni chaya kiun ka agr ham jald bazi main trade kran ga tu us main ham ko mukamal analysis nea hota hai jald bazi main ham sab bhol jata hai ham ko hamasha patience ka sath trading krni chaya
          • #20 Collapse

            Jald baazi tu trader ka account bilkul safe ker daiti ha.. or aptience say trader ka account increase hota rehta ha patience or sabar buhut hi imprtant han traders k liye ic say profit berhta rehta ha.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #21 Collapse

              Re: Jald bazi aor patience mai ap kis k supporter hai?

              bro ko bhi kam jaldbazi mein ni krna chaiya forex trading mein balka us ko achi trah soch samag kr phr desicion lana chaiya.sometime hum jaldbazi mein boht galat kr lata hain jin ka bad mein pachtawa hota hai so hum tradine mein kabh bhi koi faisla jaldbazi mein ni lana chaya jo k badmein hamra lia loss ka sabab bana.

              اب آن لائن

              Working...
              X