News forex trading market pe kitna aasar karti hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    News forex trading market pe kitna aasar karti hai?
    Aoa dear traders mai ap doston se pochna chahta hun k new forex trading pe kitna aasar karti hain?
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Agar aaj kal hum forex market ko daikhain to forex market mai bohat ziada movement hai aur koi pattern nai bam raha ya work nai kar raha specially US dollar pe aur Great Britain pound pe. Uski reason yehi hai k in dono currencies k against bohat se news market mai gardish kar rahi hain jiski wahan se market unusual hui hai.
     
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Teesuleman پيغام ديکھيے
      Aoa dear traders mai ap doston se pochna chahta hun k new forex trading pe kitna aasar karti hain?
      News say forex par bahot asar pharta hai jaisa k ajkal k forex market k movement unusual hai koi pattern sahih nhi Nan raha traders samajh nhi pa rahy k ab Kia hoga to ye sara asar news ki waja say hai
      • #4 Collapse

        news kafi effective hoti hay kun kay market main kafi fast movment hona start ho jati hay jis say kabhi to loss hony ka sar hot ahay ye phir loss b ho sakta hay magr market main kam karny kay liye is main active ho kar kam karna ho ga kun kay news ko avoid nai kia ja sakta hay is main kafi mehant say hi trade ko karna hota hay
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          bhai forex ki market main news ka boht asar prhta hai q k har news he market par effect karti hai jis se market up down main move kar skti hai tu ahr hmain trading karni hai tu news ko bhi nazar main rakhna chahye ta k hmain market k move hony kaa pahly he nadaza rahy or hum achi trading akr skaen

          اب آن لائن

          Working...
          X