Oil and CAD ka relationship?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Oil and CAD ka relationship?
    Kabe apne market mai in two cheezo ko daika hai k ye kis tarha apas mai behave karte hai kis tarha movement karte hai agar nahe tu mai apko clear karna cahonga k jab be oil ki prices strong hoti hai aoskay saat saat CAD be strong hota hai aor jab be oil ki prices weak hoti hai tu CaD be weak hota hai so
    Ye dono cheezay ik dosre par dependent hai es leye kesi ik mai trade laine k leye apko dosre cheez ko be judged karna chaheye...
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Good aap ne bahot have bacha idea diq hai q k canada world ka big oil suppliser hai aur iski waja se marketeen jab bhi cad week hota hai to oil bhi week ho jata hai
    Aur agar oil ki qeemtonen ezafa hota hai then uss waqt cad bhi up jatw hai
    Hamen in dono k relationship ko zarur dekhna chahiye q k inmen kafi acha relationship hota hwi
    • #3 Collapse

      dear mai ap sy fully agree kerta hun waqi forex mai ager ap thora sa study ker ly tu ap asani ky sath is ko samjh sakty hy or trade ker sakty hy koi bi mushkil nahi bas ap ko yi kerna hy ky lazmi ap ko is ki basic ko learn kerna ho ga jis terha ager gold strong hota hy tu lamzi jpy bi strong hota hy ise terha ager cad strong ho ga tu hi oil strong ho ga ager in mai trade kerni ho tu lazmi sirf in ko na daikhy balky balky sath mai un ko bi analysis ker ky trade kery tu best rahy ga.
      • #4 Collapse

        Dear main app k sath agree karta hoon. waqai he CAD or Oil ka yehi connection hai. OIL or CAD aik doosry per dependant hooty hian. jab oil ka rate brhta hai tou CAD bhi UP hoota hai or jab Oil ka Rate weak ho ga tou CAD bhi weak ho jaye ga. Lakin yeh cheezain study karny se ati hain agar app nnay study ni kia tou yeh technical baatain app ko kabhi bhi samh ni ayein ge or app bs loss he karty rahain gy.
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
          Kabe apne market mai in two cheezo ko daika hai k ye kis tarha apas mai behave karte hai kis tarha movement karte hai agar nahe tu mai apko clear karna cahonga k jab be oil ki prices strong hoti hai aoskay saat saat CAD be strong hota hai aor jab be oil ki prices weak hoti hai tu CaD be weak hota hai so
          Ye dono cheezay ik dosre par dependent hai es leye kesi ik mai trade laine k leye apko dosre cheez ko be judged karna chaheye...
          Je belkol crude oil ka inhisar cad par hai I mean dono apas May interconcennected hai ik weak hota hai to dosra b weak hota ik strong hota hai to dosra ba strong hota aj kal crude oil strong ho raha hai sath May cad b upper ja raha hai. Oil chonky Canada k export may say hai to is liye cad dollar strong ya weak ho y ki surat May oil b strong ya weak hota hai.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Yes my dear sir apko maloom ho ga k Canada Oil supply krne wala aik important country hai.Islye is ka oil se boht ziada combination hai. Agr hm jaeza len to last week jb oil down ja raha tha ot CAD b boht weak tha. Magr ab ye dono strong nazr aa rahy hain or mery khyal se agr hmen CAD k kisi pair pr trading krni ho to Oil ki price se b help le sakty hain or khud b different pairs ja compare kr sakty hain.

            اب آن لائن

            Working...
            X