Forex trading main aaj bot bara crash hua
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading main aaj bot bara crash hua
    Forex trading main aaj kafi zada market crash hua hai aap ko maloom hona chiay kay trading main jab ham bhi trading hamain stop loss lagana chiay.
    New year ki waja say market maker ne liquidity remove ki hui thi jis waja say aap kay lain kay market main trading kartay waqat hamain stop loss lagana chiay.
    Kiun kay small lot bhi aap ka account blown off kar sakti hai.
    Hamain trading main hamesha stop loss lagana chiay kiun kay aaj market main aik kisam ka flash crash hua tha new year opening ki waja say.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Ji Mere Bhai bilkul sahi hai mai aap ki baat Se bilkul agree Karta Hoonaisa he hua hai ky kal yen currency bahot z3yada strong hui aor us ny aik din ma kam az kam 700 sy zeyada pips move lea jo ky history ma bahot zeyada hai is leay apko qpny account ko mist manage krna chye ajkal fundamental analysis zeyada important hai aor kamyab bhi hai lehaza apko smjhna ho ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      g han bhai apki bat sahi hai forex trading main stop loss or take profit ki bohta hmiyat hai jis se hmari trading main money mangemnt qaim rahti hai or hmary account ko bhi nuksan nahi hota hai q k jub market asye crash hoti hai tu market main trading ahtiyat se karni chahye ta k hmain loss na ho or account bhi save rahy

      اب آن لائن

      Working...
      X