greed vs loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    Forex trading men loss se bachny ka yehi tareeqa hai keh pehly demo account par kaafi arsa kaam kia jay aur forex trading ko achi tarah se seekha jaay, jab aap ko lagy ke aap is kabil hain k aap forex trading kar sakty hain to aap ko trading join karni chahiy,. Aur loss se bachny k liy kisi expert trader se investment karny se pehly zaroor raay leni chahiy, iss tarah aap ke loss ke chance bahot kam hon ge aur aap loss se is tarah bach sakty hain.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      very nice thread i like it and appreciated this type of threads which increase our knowledge and i am new here at forum and i seek many things from this forum like this type of threads but as concern of answer of this thread i am not able to give clear answer until i seek this completely. and this forum is very good
      • #138 Collapse

        hanji bhai jan ap ne blkul thk bat ki hx forex trading me kam krty wqt hm logo ko greed jesi emotions se dur he rehna chahye qk is se just hmei loss he hasil hoskta hx
        • #139 Collapse

          greedy insaan ko kabhi bhi nahi hona chaye .. greed , laalach ek aesi cheez hay jo insaan kokaheen ka nahi chorti.. agar woh kisi cheez ki laalach rakhta hay tou woh cheez usko nuqsaan ky elawa kuch bhi nahi deti .. inssaan ka laalchi hona bht baray loss ki wajay ban sakta hay!
          • #140 Collapse

            Forex trading men loss se bachny ka yehi tareeqa hai keh pehly demo account par kaafi arsa kaam kia jay aur forex trading ko achi tarah se seekha jaay, jab aap ko lagy ke aap is kabil hain k aap forex trading kar sakty hain to aap ko trading join karni chahiy,. Aur loss se bachny k liy kisi expert trader se investment karny se pehly zaroor raay leni chahiy, iss tarah aap ke loss ke chance bahot kam hon ge aur aap loss se is tarah bach sakty hain.
             
            • #141 Collapse

              mia ako yahi kahunga k forex busines smai aagr ap greed kary egy toh ap lose hi kary egy isliye forex business mai khabi b lalch nahi karnin chaye huemin iss s elose hi hogaa
              • #142 Collapse

                hanji bhai jan ap ne blkul thk bat ki hx forex trading me kam krty wqt hm logo ko greed jesi emotions se dur he rehna chahye qk is se just hmei loss he hasil hoskta hx.dfg
                • #143 Collapse

                  bhai jaan lalach buri bala hai iss liye iss se bachna chahiye forex mein tu humen bilkul lalchi nhi hona chahiye iss liye koshish karen lalach se bachay takay loss se bhi bachay humesha zyada loss lalach ki waja se hota hai
                  • #144 Collapse

                    yar hame tab greed hota hai jab ham tarding kar rahe hote hain lekin hame is ko khatam karna chahie warmna is se hame kafi loss ho sakta hai
                    • #145 Collapse

                      I believe i am afraid of losing money in forex every time i trade though we should not be afraid a lot because if you are afraid it may strike your trading action. i anticipate it is beneficent to hump your strengths and weaknesses and merchandise accordingly without worrying too untold.
                      • #146 Collapse

                        Yes mara dosto hamy yah kahna chta ho kah yah ak aysa job ha jsi ko ahmy yah ak bohot achi ka lagta ha yah ahmy demo ka bad agar ham as ko join karta toh ahmy as mah sa sab sa kam loss hona ka kahtra hota ha as leya hamy aysa hona hota ha jsi ja bad ahmy aysa karna parta hai or ye forum best hai newbies ki help k liye
                        • #147 Collapse

                          yes bhai ap sahi frma rahy ho k greed ka asli muqabla loss sy hi hota hy aur greed is always a curse and jab ap aik hi night mn ameer ho jana chahty ho to ap apni sab earning hi loss kr dety ho. greed ko kbi b nhi krna chahye aur ap ko iss sy loss ka hona hi aik lesson hota hy k ap apny ap pr trust nhi krty aur greedy bnty ho
                          • #148 Collapse

                            yes forex trading mein bohut sy dear aisy traders hen jo is mein greed karty hen is mein greed karny ki waja sy un ko loss bhi hota hy to mera ye kehna hy un sy k is mein jab tak ap greed karty rahen gy ap ko loss bhi hota rahy ga.
                            • #149 Collapse

                              ji han bilkul trading m woh shaks kabhi kmyaab nai hota hy jo trading greed k sath karta hy or jis shaks k zehan m yeh ho k mujy raton raton ameer hona hy woh hamesha loss m jata hy dekhen trading tabhi ho sakti hy jab ap apnay mind m yeh rakhty ho k m is trade say thori bht profit kamayon ga or kuchh sekkhon ga or stratigy bna k agla trade karon ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                sir dono ak hi ches ha agar ap greed krtay ha to apko loss hota ha qk ya ak asa bussniess ha jaha say ham ziada say ziada earning bhi kr saktay ha or loss bhi lakin uskay liye hamay greed nai krni chahiye warna hamay loss bhi ho skata ha or hamay ak acha trader banay kay liye mehnat krni chahiye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X