Forex me hmen lalach krna chaiye ya sabr ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex me hmen lalach krna chaiye ya sabr ?
    Mera khyal h k hmen forex me lalach ni krna chaiye balke hmen sbr se kam lena chaiye is se hmen boht profit ho ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear forex trading aik bhot hi complicated aor risky business hay aor is ma laluch ka matlab hay loss ko daway dena is liye forex trading ma kabhi bhi laluch nhi kerni chayi aor hamesha aik planing kay tehet trading kerni chayi aor apna aik target set kerna chayi aor jesay hi target complete hu jaye tu oskay baad trading stop ker deni chayi.
    • #3 Collapse

      Sir apko ya online business hai is mein lalach na kia kary kio ka lalach karny say nuksan melta hai hai kio ka ye risky business hai. Lalach na kia kary hamisha ek best rules ka sat planing k sat tranding kia kary.
      • #4 Collapse

        G han ap ki at bilkul theek hay aur main ap.ki bat se agree karti hun k forex trading main agar hum success hasil rna cahte tou humain kbhi lalach nai karni cahiay balke hamesha sabar se kam lena cahiay kiu k agar hum lalach se kam karte hain tou hum kabhi success full trader nai ban sakte aur hamesha apn loss karte hain
        • #5 Collapse

          forex mei lalach tou kisi surat bhi nahi karna chiaye ap ko maloom hona chiaye kay forex mei sabar yaani pateince ki kitni value hay ap ki best trading mei hamay achay trades lenay kay liye acha wait karna hota hay wo best patience hota hay then hum jab patience kay saath best trade letay hain hamaray loss kay chances
          bohat he kam hojatay hain hamesha sabar kay saath best analysis karain..
          • #6 Collapse

            Ap ne tu suna hoga k lalich buri bala hy chahy wo kisi b chez may ho lalich aksar insan ko dobo leta hay or phr babda hath malta rehta hy same isitarh forex may b lalich traders ko nuqsaan de detay hain or unka account washout ho jata hay, forex may hamaisha siraf wahi log kaamyab hoty hain jo log sabar se kaam lety hain or apny loss ko cover karny ki koshish karty hain or market reversal ka intizar karty hain.
            https://t.me/pump_upp
            • #7 Collapse

              Friends ap ny theak kha ha forex ma hame lalach nahi karna chahiye or saber sy kam karna chahiye to phir he ham es me kamyab ho sakty ha or agr ham trading k waqt lalach karty ha or saber sy kam nahi karty to phir hame loss he hota ha or profit nshi es liye lalach bachna chahiye or saber ka mazahira karna chahiye
              • #8 Collapse

                Nahi pakistan forex trading main humey lalach nahi karni cheya. Agar hum lalach kary gan to phir humey loss kar jayn gan or phir kama be nahi saky gan. Is leya humey forex trader par lalach nahi karni cheya or sab ke sath kam karna cheya q kay sab ka phal bohat mehtah hota hai. Is leya kasi ko be forex trading par lalach nahi karni cheya or sab ke sath is business ko karna cheya.
                • #9 Collapse

                  Dosto forex trading ma hmain sbar sy kam lyna chy kiun k agr hm strategies bna k sbr sy kam ly gy to es sy hmain faida he ho or agr hm lalch kry gy trading ma to es hmain hamesha loss he ho ga or hmara account wash ho jy ga
                  • #10 Collapse

                    bhai Forex me Kabhi b launch nahi karna chahiye ok sabser se kam lena chahy .agr profit valid mil raha ho to trade close kar deni chahy na k zeada k chakr main yeh bhi na mily forex main aksar market achanak se turn ho jati hy .daily ka aik target rakhna chahy aur jab achieve ho jae trade bnd kar dein.
                    • #11 Collapse

                      AOA,Dear Traders,Forex mein kbhi bhi lalch nai krna chahey,blke sabr krna chahey,kyun lalch mein nuqsan hi nuqsan he.Ap Sabr ke sath trading kren ge,,tu ap ko pki bat he profit mile ga.
                      • #12 Collapse

                        lalach is business main thora buhat kerna perta ha.teb hi is business min acha profit milta ha.mager lalach bi is business main kuch is tarha ka ho.kay small trade ho or usi trade main ziada pips ko hasil kerny ka lalach sabhi trade ko kerna cahiya.is say profit acha mil jata ha.is business main kabhi bi bari trade ki madad say ziada profit ko earn karnay ki try bi na karain.kue kay is kesam kay lalach say apka account hi wash hota ha...
                        • #13 Collapse

                          G friend ap bilkul thk kah rahy han k humy kabi b lalach say kam ni karna chaya bilky sabr say kam karna chaya phr hi hum kamyab ho sakhty han or agr hum trading karty han toh humy loss hi hota ha wo humy lalach ki waja sy hota ha agr hum sbr say kam kary gay toh humy loss ni ho ga
                          • #14 Collapse

                            forex main agr kam karna hay to is main greedyness ko khtm karna ho ga kun kay jab hum trade ko place karty hain or is main profit b hasil ho rha hota hay to ye condition hoti hay kay mazeed profit hasil karny kay chakar main hum is ko chlny dyty hain or bad main aik aysy point par a jati hay kay market loss ki trf move kar sakti hay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              sahi bat hai lalach to buri bla hai aap ko lalach bilkul ni krni chahiye balkay sabar sa kaam laina chahiye aur earning krni chahiye low lot size k sath aghar aap high lot sa zyada profit earn krnay ki koshish krna chaha to aap ko lalach ki wajha sa nuqsan ho jata hai iss liye zaruri hai k aap lalach na krain balkau sabar sa kaam lain.
                              www.instaforex.com/?x=HFVY join instaforex by my link
                              :1f609: and get free signals 90% accuracy
                              Add me on skype furqan.ramey

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X