forex trading or islam
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex trading or islam
    Asslam o Alaikum friends muje boht sy logo ny kaha hy k islam my trading haram hy pr muje ye lgta hy k hum is py din rat mehnaat krty hy to ye haram kesy hoi ap log kia kehty ho is bary my
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    foerx main kam karna islam main jaiz hay is main kam karna allow hay koi ayse pandi nai hay kay market main kam karna islam ki trf say mana ho hum is main easily trade kar sakty hain or apna order ko place kar kay achi earning hasil kar sakty hain magr humain hard work karna zrori hota hay jis say trade main ziada profit ho sakta hya
    • #3 Collapse

      Re: forex trading or islam

      Islam Har is business ko legal aur jaiz kiraar deta hai jismein mehnat ki Jaaye aur Dekha Jaaye To Ham Forex Mein mehnat Se Hi Kam karte hain is mein bahut mehnat lagta hai isliye Islam Ke mutabik Bhi Ek legal aur ek Halal business hai
      Visit My Profile
      • #4 Collapse

        Re: forex trading or islam

        mujhe Nahin Lagta Forex trading Islam mein haram hai lekin iske bare mein maloomat hasil karna hamen chahie kyunki agar yah haram Hai To is per baat karna hamare liye bahut hi galat baat hogi
        • #5 Collapse

          Re: forex trading or islam

          Pyare doston Mujhe yah Nahin Lagta ki Forex trading Islam Mein haram hai lekin Iske bare mein Hamen Iske bare mein maloomat Hasil aadami karna chahie Kyunki Agar haram Hai To is per baat karna Hamare liye bahut hi galat baat Hogi Kyunki Mere Pyare bhai Hamen sabse pahle Iske bare mein main Sahi Pata Lagana chahie ki yah Islam Mein haram Hai Ke Halal FIR jakar ham is per baat kar sakte hain ab Ham To Nahin Jante Iske bare mein ke haram hai ya Halal
          • #6 Collapse

            Re: forex trading or islam

            wailakum assalam dear. mery andazy ky mutabik ye haram nhi . baz logo ka kehna hai ky jo is se pesy kamaty hain un k liye ye haram nhi . lekin agr socha jae smjha jae to ye wo hi logo is ko haram kety hain jo is me loss krty hain. baz logo ka kena hai ky is me hum bhot mehnat krty hain experience aur knoledge ky sath kam krty hain.
            First LEARN Then You Can Remove The "L"
            • #7 Collapse

              Re: forex trading or islam

              Dear friend ismein Mein Koi SAS baat nahin kar sakta yah khandi ke liye Nahin kah sakta ki yah Halal hai ya haram Hai Ye Jana Jaise hi Kyon Ki full makram ka Iske bare mein different views Hai Kuchh kaise hain Ki jayaj Hai Kuchh Kahate Hain Ki najayaj Hai Tu bulave Alam Allah Jaanta hai theek hai ya nahin hai lekin Hamen apni Niyat Nahin aani chahie Aise acche tarike se invest karne chahie Logon Ko help Karni chahie ine paison se taka Hamen main satisfaction mil sake
              • #8 Collapse

                Re: forex trading or islam

                Mehnat Karni chahie Jyada Se Jyada jaise mein fayda hoga Hamen is baat ki Jyada deta hai ki aap mehnat karo Har kam imandari se karo tabhi aapko kamyabi milegi
                • #9 Collapse

                  Re: forex trading or islam

                  Us ma kio doet ni hy us business ma kama ker k hum islam k bary ma bhi knowledge milta hy ar ya business bhi Islam se doery ni hy ya ik unique business hy jo income k sath sath religious ka bhi knowledge dsta hy
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: forex trading or islam

                    Forex ka business main Hamen Apne majhab Ko Dekhte hue Islam ke andar Forex ka business jayaz hai ya nahin iske liye Ye Hamen Apne a Imam Masjid ke sath Mashwara kar lena chahie yah business Islam se related hai ya nahin Islam is baat ki Ijazat deta hai ki Ham yah business karin

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X