In Forex you got two enemy: Yourself and the Market

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    in the forex you got two enemy yourself and the the market I think gold and silver are highly speed metal in Forex trade. Forex is a part time business.some people can be trade long time I think this.so i am bringing this topic because it is importnat that we will know
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      yeah dear ,well said , in Forex Forum Trading we have two enemies , one is YOurself and second is Market , well hamen dono ko hi control mein rakhnaw hia;)
      • #33 Collapse

        sir baat ya ha kay ma pko yahi kaho ga kay ya aek asa bussniess ha jaha say ham ziada say ziada earning bhi kr skaaty hy lakin uskay liye bs apko mehnat krni chahiye or apko matket ko lamzi leanr krna chahiye tab hi ap earning kr kstay hy
        • #34 Collapse

          forex me koi be enemey nahi he mere khiyal se yh ham khud hi hote hen ke ham apne emotions ko contrrol me nahi rakh rahe hote toh phr hamko boht ziyada loss hone lagta he is lie hamko chahie ke ham market ko achi trah samjen or jab samaj aa jay toh phr hi work karen then loss ka factor kam ho ga
          • #35 Collapse

            In Forex you got two enemy: Yourself and the Market, well said dear, :) market and ourself give us loss and profit both , its depend on figures ,,,, :)
            • #36 Collapse

              aap nay boohat achi bat hai.trading karty time ik to market loss day sakti hai or iss kay illawa trader kay dil main jo darr hoota hai,wo bhi loss ki bari waja banta hai.iss liey kabhi bhi darr kar kaam nahin karna chaheiy.
              • #37 Collapse

                dear g han bilkul mein ap say agree karta hun k forex trading mein market to hamari enemy hoti hy ham khud bhi enemy hain kyun k ham trading karty huy khud par control nahi karty jis waja say hamain loss ho jata hy
                • #38 Collapse

                  trading mai ap k 2 hi enemy hotay hai Greed or emotions.agr trader gussay mai aa kr emotional trading krta hai to wo kuch nhi dekhta na to market k rules ko follow krta hai or na hi apni analysing ko or is trha market k sath fight krnay say usay loss ho skta hai.or agr Greed ko dekha jaye to 100% chances hotay hai greedy trading say loss krnay k isi liye in dono cheezo say btchna chahiye or market ko smjtay huway trading krni chahiye.
                  https://t.me/pump_upp
                  • #39 Collapse

                    Koi aur agree ho ya na ho, main is baat se completely agree hoon ke hum khud bhi apne enemy hain, yeh us waqt hota hai jab jazbat mein aa ke hum ulti seedhi trades open kar dete hain.
                    • #40 Collapse

                      Yes this is true that we should face two enemy one is yourself and one is market. But market is independent and we have no control over it. But I think if we want we can change our mind towards the market. so decision in our hand.
                      • #41 Collapse

                        Dear forex may aap ka enemy koi nahi hay laykin ham khud banatay hane market ko or apni emotion feeling ko agar aap market ko samajh lay tay ho to iss may kaam kar saktay ho laykin agar aap emotion feeling may rah kar kaam kartay ho to ya khatarnaak ban jata hay.
                        • #42 Collapse

                          g bahi apne bilkul theek kaha bohat se aise tarders hain yahan jo khud se hi haare hue hain,wo wahi mistakes dobara repeat karte hain aur phir disheart hojate hain ke forex mein just loss hi hota hai,to aisa nahi hai,agar ap iski theek se mehnat karke isko karenge to ap is mein zaroor kamiyab honge.
                          • #43 Collapse

                            g haan forex mai hum khud k khud hi dushmaan hain aur market bhi hamari dushmaan hay wo aisay k jub haam baar bar aik ghalti ko dohratay hain aur phir jaab lose hoota hay to hum khud ko dosh dainay k bajay merket ko aur is kaam ko bura kehtay hain
                            • #44 Collapse

                              insta forex bilkul asan hai jis kay zariye say hum gar baith kay money earn kar sakty jis nay bhi demo account mein sahi tarha kam kiya wo phir forex mein hamesha kay liye kamyab ho sakta hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                In the pakistan forex forum trading my agar ap pakistan forex forum trading my agar ap pakistan forex forum

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X