Trading men experience honay k bawajood loss kiun hota hey?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading men experience honay k bawajood loss kiun hota hey?
    Dear brothers jahan tak mera khayal hey jo bhi banda jitna bhi expert ho loss ho hi jata hey aur forex trading tu hey hi aik risky business aur risk kabi kabi kamyab ho jata hey aur kabi nakam bhi ho jata hey
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    I think loss is wja sy hta hai jb bnda khud ko expert smjh kr kaam ma jald bazi krta hai or wo smjhta hai mjhy ab sb aa gya hai jb ky forex ma learning bht zda hai bht zda knowledge Or exprience ki zarurt hti hai tb bnda filed ma expert hta hai or loss to hr business ma hta hai loss profit to business ka hisa hain
    • #3 Collapse

      trading mian hum jo bhi experience latain hain who market main first kadeem hota hay phir to jasay jasay hum trade kertain hain to her trade main humay new experience haseel kertain hain is liya ya kana k hum na forex mian experience haseel ker liya hay ao hum trading ky liya tayaar hain galat hy
      • #4 Collapse

        Dear member trading main experience ki koi limit nhen hey. Experience main her waqt improvement ki gunjaesh rehti hey. Aor jahan tak baat hey expert trader ki trade ka loss main jana to uski bhi bahut si wajhohat hoti hain. Jaisy market ki high up per buy ki trade ley lena aor isiterhan extreme down per sell ki trade lena.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Dear apki baat teek hay hum chayi jitna marzi knowledge aor experience hasil ker layn kabhi kabhi loss pher bhi humay hu hi jata hay kiun forex trading aik bhot hi wasee business hay koi bhi trader itna maher nhi hu sakta kay hamesha profitable trading karay laiken trading tu kam hi risky hay is liye humay kabhi kabhi risk lena hi parta hay aor aksar kamyab bhi hu jatay han.

          اب آن لائن

          Working...
          X