Trade lgany say pehlay darty kyun hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trade lgany say pehlay darty kyun hay?
    Trader trade lganay say pehlay tab he darta hay jab usay khud par aitmaad nahi hota aur ye aitmaad humara trab he banta hay jab humary pass knowledge ho aur us knowledge ko hum forex trading main use karty huway kam karen gay to he esmain achi earning kar sakty hay humay chahiye keh knowledge ko waseeh karen esi main humara faida hota hay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forex mein agar aap kay pas knowledge aur experience nahin ho ga tou aap mein confidence paida nahin ho ga aur aap jab bhi forex mein trade laganay lagain gay tou aap mein dar ho ga loss ka aur jab aap dar ker trade lagain gay tou aap ki trade khatray mein ho gi apnay aap mein confodence paida karain ta kay aap ki trading aasaan ho
    • #3 Collapse

      ٹریڈ لگانے سے پہلے ڈر صرف ان لوگوں کو لگتا ہے جن کے انیلیسز سٹرانگ نہ ہوں کیونکہ ان کو اپنی طاقت پر اور سوچ پہ اتنا یقین نہیں ہوتا اگر آپ کے نالج اتنا پختہ ہے تو آپ کو ڈرنا نہیں چاہیے اس لیے جب بھی ٹریڈ لگائیں تو پہلے انالےسیس کریں اور اس کے بعد ٹریڈ لگا دیں باقی اللہ پر چھوڑ دیں اور مارکیٹ چھوڑ دیں جو ہوگا تو دیکھا جائے گا لیکن ڈرنا چھوڑ دیں کیونکہ ڈر کے آگے جیت نہیں ہوتی
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Tasleem پيغام ديکھيے
        Trader trade lganay say pehlay tab he darta hay jab usay khud par aitmaad nahi hota aur ye aitmaad humara trab he banta hay jab humary pass knowledge ho aur us knowledge ko hum forex trading main use karty huway kam karen gay to he esmain achi earning kar sakty hay humay chahiye keh knowledge ko waseeh karen esi main humara faida hota hay

        Je je bhai belkol dartay hum hai jab hum kuch janty na ho hamy ye dar ho k aisa na ho k trend sath na day ar loss ho jai to jab apko candles k bary May he na pata ho yahi market ko analyse na kar sakty ho tabh he aisa sochyaingy k loss na ho. Forex may knowledge ka hona bahot zaroori hai us k baghair ap survive nhi kar sakty forex trading may. Survive karny k liye u need to get good basic knowledge and experience .
        • #5 Collapse

          Ye hamari kam knowledge aur experience ki waja se hota hai jo hamy trade karny se rokti rehti hai ager hamary pass achi knowledge experience practice aur planning ho to hamy kabhi bhi darr mehsoos ni ho ga aur ham bila jajhak trade lgaye ge ku ke hamy yaqeen ho ga ke hamara trade profit me he jaye ga
          • #6 Collapse

            Gee haan bhai aksar log trade laganay sae dartay hain aur uss ki wajah yehi hai kay unn logoun nay market kay analysis nahin kye hotay jis ki wajah sae uhain trade laganay mein mushkil hoti hai forex trading mein apnay experience aur analysis ko improve karain ta kay aap confidence kay sath trade laga sakain
            • #7 Collapse

              Dear brothers forex trading aik risky business hey aur risk lenay se her koi darta hey k shaed risk kamyab ho nah ho aur kahen loss nah ho jay iss liay zyada log trade laganay se pahlay dartay hen
              • #8 Collapse

                Bhai bilkul sahi baat hai trade lagana mai agar koi darta hai tu us mai self confidence ki kami hai aur usko chahiya k achi knowledge ko gain kar k ek achi strategy k sath trading ko confidence k sath shoro kary darna ki zarorat nai achi knowledge k bad
                • #9 Collapse

                  forex man trade open kerna tu buhut asan kaam ha laikin oci trade say profit earn kerna buhut mushkil kaam hota ha. ic liye trader durty han baaz kun k un k pas proper knowledge nae hota risk lay k trade kerty han wu.
                  • #10 Collapse

                    agar hum trade analysis kar kay lgaye gay to humay dar nahi hota aur agar hum bina analysis kiey market main trading karen gay to es trha hum market main earning nahi kar sakty ulta humay market main nuqsan ka dar hota hay es liye humay apny dar ko knowledge kay sath kill karna chahiye tab he safe reh sakty hay
                    • #11 Collapse

                      Dosto forex trading ma trade lgany sy wo darty hy Jin ko apny knowledge or experience pr confidence ni hota hy kiun k un ko dhar hota hy k un ki trade loss ma na Chli jy lkin jin trader ko apny knowledge or experience pr confidence hota hy wo trade lgany sy ni darty
                      • #12 Collapse

                        ji ha bhi jan treder trade lgny sa phly es lh drty h q k ya to wo new new forex ko join kea hota ya wo drty h jn k ps forex trede krny k bry ma etna experence ni hota es lh trede lkty vkt drty h khi hm sa glt trede na hojae js sa ya to hmy loss hoskta h ya br br trede glt lkny sa hmra accont bnd na hojae
                        • #13 Collapse

                          bahot sada se bat hay k jub hum trade lagatain hain to humary mind kay kisi hissay main ya bhi hota hay ka kahi loss na ho jaya oar ya he who der hota hay to trade lagatay hoya maray khyaal main sub ko masoos hota hay or si ka elaj sarif eik kamiyaab trade hay
                          • #14 Collapse

                            Re: Trade lgany say pehlay darty kyun hay?

                            forex mai agar hum trade lagaty howe koi galti kar dety hain to hamy loss ho jata hain lakin is mai market ka koi qasur nahi hota forex aik international business hain hum is mai live or sada urdu mai trading karty hain hum is mai 24 ganty mai sy kise be wakt kam kar sakty hain lakin agar hum is mai bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trade lgany say pehlay darty kyun hay?

                              Dear forum members forex mai experience bht zruri hai jb tk hum log experience gain ni krain gain tb tk khud per confidence ni hoga aur jb tk khud per confidence ni hoga to hum trade lagatay huay koi ghlti kr skty hain iss lye humain chahye k hum khud per confidence rkhain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X