Lot Size Jitni Choti Utni Safe Trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Lot Size Jitni Choti Utni Safe Trading
    Agar hum lot size choti use karty huway trading karen gay to es traha humay forex main loss ka risk kam say kam hota hay es liye humay lalach ki zad main hargiz nahi ana chahiye kyun keh lalach ki waja say he ziada tar big lot use karty huway nuqsan karty hay es liye sab say pehlay apni safety daikhni chahiye tab he hum esmain regular earning kar sakty hay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Good aapki baat darust hao ham apne account pe jitna small lot size ko use krte hain hamen utna hi ziada faida hota hai agar ham apne account pe big lots ko use kren ge then ham loose ho jaen ge q k big lot ko use krna hamare liye kafi dangerous sabit ho sakta hai
    Aur small lot se agar hamari koi trade loss men bhi challi jay to ham usse recover kr sakte hain
    • #3 Collapse

      Forex trading mein aap jitni zayada safeties lain gay aap ko unti achi trade milay gi forex aik bahut hi sensitive business hai aur aap ko iss mein bahut zayada mohtaat rehna chahyea agar aap iss kaam mein trade lagatay hain tou hamesha choti lot kay sath trade lagain jis sae aap ki trade safe ho gi
      • #4 Collapse

        Je haa bilkul lekn ye apki knowledge aur experience par depend karta hai ke aap lot size lgaty ho ya big ager aap big trade lgaty ho to uss me bohat zyada khatra ho ager apka experience kehta hai ke aap big trade laga do apko profit ho ga to aap laga sakty ho warna aap kabhi big trade na lgaye balky small profit ko mind me rakh ker trade kary
        • #5 Collapse

          G Han Dear Magar Lalach Aur Jalz Bazi Ko Control Karne Ki Jaga Bohat Si Dafa Lalach And Jalzbazi Hamey Control Karti Hay Aur Jab Hum Galat Decision Lkrr Uska Wrong Result Face Karte Hain Tab Jakr Hamey Hosh Ati Hy. Ke Hame Se Galti Hogai Ya Kia Kardia E.T.C. Koi Shaq Nai Is Me Ki Lot Size Choti Hogi Low Profit Target Hga Safe Rahenge Hum Bhi Account Bhi And Profit Bhi. Q Ke Profit Ke Loss Me Badalte Waqt Nai Lgta.
          # Wants Successful Trader & Also Wants Empower Other.
          • #6 Collapse

            G apne bilkul thek kaha hy hum lot size jitni km use kry gy risk b utna hi km ho ga or profit b pr loss b km ho ga or account wash b ni ho ga zyada tr log lalch my a k big lot size pr trade krty hy isi waja sy unhy loss zyada hota hy jis ki recovery boht muskil hoti hy
            • #7 Collapse

              Gee haan bhai forex trading mein lot size ki selection bahut aeham hai aur iss kay lye aap ko soch samajh ker lot size lagana chahyea aur aap ka lot size jitna chota ho ga aap ki trade utni zayada safe ho gi aur aap bahut faiday mein rahain gay
              • #8 Collapse

                Koin nahe bhae forex maen jitna bhe jitme dafa bhe loss aik trader ko hota hy us m lalauch ki wja say hota hy hum forexmaen tb he itna earn nahe ker sagtay haen koin k emotionsk ooer humera control nahe hota hy jb lot sizekum ho ge her trade maen ho ge pher he samjh lo k hum ny kamyaabi hasel kerlee hy
                • #9 Collapse

                  Dear fellow forex trading may Jo be new members trading Kar rahay Hain os ko chaheiay k lot size minimum rakay kionka is may loss k chances Kum hothay hay lekin Jo senior members hay un logo ko market ka analysis ka experience hotha hay our wo ose hisaab say trade laghathay hay.
                  • #10 Collapse

                    forex aik riski business ha ic man trader ku lot size beri nae rekhni chahye kun k beri lot size man trader ka account risk pay hota ha or trader ku ic say loss hu sakta ha. choti lot safe hoti ha trader k liye.
                    • #11 Collapse

                      Apki baat sahi hay safe trading karnay kay liye humay lot size par khaass tor par dhyan daina chahiye agar hum kam lot size use karty huway trading karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay humay chahiye keh esmain apny expericence ko mady nazar rakhty huway aur sath main capital ko bhi mind main rakh kar lot istimal karen
                      • #12 Collapse

                        Re: Lot Size Jitni Choti Utni Safe Trading

                        forex mai hamy lot size cote lagane chahey pher he hum loss sy bach ky safe trading kar saky gy forex mai hum live or sada urdu mai trading karty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar sy acha bonus earn kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy
                        • #13 Collapse

                          Re: Lot Size Jitni Choti Utni Safe Trading

                          forex mai hamy ache learning hasial kar ky ache lot laga kar kam karna chahey pher he hum loss sy bach saky gy or acha profit gain kar saky gy forex aik online business hain hum is mai investment be kar sakty hain hum is mai trading be kar sakty hain forex aik world wide business hain is mai hamara koi boss nahi hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Lot Size Jitni Choti Utni Safe Trading

                            Dear forex mai jab ap seekh aur smjh k kam karo gy tu ap ko idea ho jaye ga k es busines maia p ne kam asal mai karna kese hai es liye ap ko bola jata hai k ap es business mai loss k bajaye earning k liye aao ta k ap ko ye pata chale k ye business ap k liye boht he mufeeed hai aur aap acha earn b kar skteho...
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Lot Size Jitni Choti Utni Safe Trading

                              lot size cote ho ge to he hum loss sy bach saky gy forex aik international business hain hum is mai investment be kar sakty hain hum is mai live or sada urdu mai trading be kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain or apne zarorto ko pura kar sakty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X