Money management aur risk management mein farq
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Money management aur risk management mein farq
    Mein nay kafi saray members ko yeh kehtay suna hai kay money management aur risk management karo tou kafi profit hota hai kya yeh donoun aik hi hain ya different hain
    Money management mein investment woh use karain jiss sae aap ki daily life mutasir na ho aur risk management mein lot size aur stop loss hai kay kitnay percent aap aik trade per loss ker saktay hain apnay bonus ya real account ka
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Mony management aur risk management mrn farq hai mony mony management ka matlab hai hamen apne account balance k motabiq apni trading ko set krna hai aone account ki management krna hai
    Aur hamen chahiye k ham risk management ko bhi important len hamen apne apne account pe koi bhibtrade open krte huye hamen iss baat ka khayal rakhna chahiye k ham apne account pe small lot ko use kia lren ta k hamara account safe rhe aur better tor pe apne account ko safe rakh paen
    • #3 Collapse

      Gee bhai aap nay theeek kaha hai forex mein agar hum money management aur risk management kertay hain tou humain forex mein bahut zayada faida hota hai aur iss kay lye aap ko bari aethiat sae kaam karna parta hai yeh donoun maamlaat bahut hi hasaas hain
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        forex trading main agar hum money management karty huway trading karen gay to he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay es business main risk apny experience ko daikhty huway lena chahiye agar hum ziada risk lain gay to es chakar main nuqsan bhi kar sakty hay aur humay aisa nahi karna chahiye

        اب آن لائن

        Working...
        X