Up to 1:200 size ki leverage
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Up to 1:200 size ki leverage
    me samjta hon key agar leverage size ko agar up to 1:200 size raka jaye to hamari trading risky ho sakti hay, leverage size 1:200 se kam size par rakna se hi safely trading ho sakti hay otherwise zeyda leverage size ki trading ko handle karna aur risk ko mange karna difficult ho sakta hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    1:200 bahot ziada leavreg hai aur hamen apne account pe itni ziada leavreg nhi rakhna chahiye q k jab hamari levreg jab ziada hoti hai to ham apne account pe big lot size ko use krte hain aur jab ham big lot size ko use krte hain tab hamara kafi loss ho jata hai
    Hamen apne account pe jo leavreg instaforex ki taraf se milti hai main smajhta hoon k wohi hamare liye better hai
    • #3 Collapse

      Leverage ka size jo broker ki terf se 1:50 hey woh bhi theek hey leken ager usko increase kerna hey to maximum 1:100 sufficient hey is se ziada bonus account per suit nhen kerta. Ager leverage ziada ho to phir loss ki sorat main account jeld wash ho sekta hey.
      • #4 Collapse

        Dear aap ki baat theek hai forex mein hum bonus account per kaam kartay hain aur bonus account ki leverage hum khud sae adjust nahin ker saktay iss accou t mein hum maximum 1:50 ki leverage rakh saktay hain agar aap investment kertay hain tou phir aap apni marzi ki leverage change ker saktay hain
        • #5 Collapse

          Forex mein investment account per leverage aap apni marzi ki set ker saktay hain aur agar aap kay account ki leverage zayada ho gi tou aap bari trade laga sakain gay jis sae aap ka account risk per ho ga aur jaldi loss ki wajah sae wash ho jaye ga aap iss mein bonus account ki set karda leverage per hi kaam karain ta kay loss kay chances kam hoon
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
            me samjta hon key agar leverage size ko agar up to 1:200 size raka jaye to hamari trading risky ho sakti hay, leverage size 1:200 se kam size par rakna se hi safely trading ho sakti hay otherwise zeyda leverage size ki trading ko handle karna aur risk ko mange karna difficult ho sakta hay.
            Mere Shehar me to Usman leverage size trading ke liye Jyada chahta hai usse loss ke chances kaam hote hain isliye traders ko chahiye isliye traders ko chahiye saale Sapne trading account Siliguri visiting card for coffee
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              agar hum apni leverage kam say kam rakhty huway trading karen gay to he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay es business main humay money manage kar kay he kam karna chahiye kyun keh agar hum aisa nahi karen gay to nuqsan ka khadsha hota hay es business main khoob mehnat karni chahiye tab he safe reh sakty hay

              اب آن لائن

              Working...
              X