Forex trading main confirm loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading main confirm loss
    Dear brothers jb ham trade open karte hain to trade loss main chali jati hai iske piche wajah sirf yahi hai ke hamare analysis strong nahi hein jab ham in ko strong kar lenge to phir hame kabhi bhi loss nahi dekhna parega jab bhi hum trade lagin gay to profit pe jaye gi qk kamyab traders ke analysis bahut acchy hoty hain aur woh market main tab enter hotay hain jab market range main ho..
    THKS
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Aslamoalikum dears friends.......
    dears friends mn ap ki bt sy agree hon jaisy hi trade hm open karte hain to trade loss main chali jati hai iske piche wajah sirf yahi hai ke hamare analysis strong nahi hein jab ham in ko strong kar lenge to phir hame kabhi bhi loss nahi dekhna parega jab bhi hum trade lagin gay to profit pe jaye gi qk kamyab traders ke analysis bahut acchy hoty hain aur woh market main tab enter hotay hain jab market range main ho hmen marketing ky bary mn achy sy smjh Lena cahiya ziyada sy ziyada hmen demo account par kam karna cahiya es tarah sy hm achy sy marketing ko samjh pain gy
    • #3 Collapse

      G han bhai jan ap bilkul theek keh rahay hen forex trading shuru karnay se pahlay iss ka kuch knowlege hasil kar len knowlege k bagher trading seekhna mushkil hey aur jab knowlege ho ga tu experience bhi barhta hey
      • #4 Collapse

        Je ha bilkul me apki baat se agree karta ho ku k kub tak hamy market ko pore tarha se analysis ni kar paty to hamy lose hota hai ager hamy pass best knowledge experience practice aur planning hoge to ham kabhi bhi nakam ni ho ge
        • #5 Collapse

          Aap bilkul galat sochte Hain Aisa bilkul bhi nahi hai aur agar aap Aise sochte Hai To iska matlab yeh hai ki aap nahi hai aur aap ke paas knowledge nahi hai aur nahi experience hai aur aapne DJ Vicky tour pe trading karne ki koshish Ki Hai Jis Ke Baad nuksaan Hua Hai Mera much Paraye hai kya aap demo pe nahi na kam Kare aur apni Shahid Ko Dekhe agar aap profit kamane Ke Kabil ho Jate Hain Toh Phir real account by RK trading Kare Varna ye kaam Na Kare ya phir se zyada time day experience hone ke baad apko Forex trading mein profit Milna Shuru Hota Hai
          • #6 Collapse

            Bhai kisi hhi trade ko lagaty hi loss main jana aik to yeh us paur key spread ki wajhan se hota hey. Keon keh trade ney profit main any se phly spread ko cover kerna hota hey. Iski dosri reason wrong time per trade lagaba hoti hey. Akser member over bought ya over sold level per trade laga lety hain jiski wajhan se bhi trade loss main chali jati hey.
            • #7 Collapse

              G Bhai ma ap ki bat sy agree krta hu apne bilkul thek kaha hy hmary loss ki waja hmari knowledge my kmi hy humari Learning porni hy agr trading k bary my achi trha learning ki jay to humy trading my loss km ho ga or acha earning ho gi
              • #8 Collapse

                Gee haan brother aap ki baat theek hai forex mein kaam karnay kay lye aap ko apni strategies.ko strong karna chahyea apnay analysis ko strong karain aur forex.mein khud ko iss tarah improve kerain kay aap ki koi bhi trade loss mein na jaye aur aap khoob profit banain
                • #9 Collapse

                  forex man trader ki trade ka loss man chaly jana ye aik normal si bat ha kun k trade man trader ku spread ro swap or commision bhi charge hoti ha. jub trader ku ye charge hu jayn tu trade automatically loss show kerti ha oc k baad wait kerna hota ha ager palnning or strategy theek hu trader ki.
                  • #10 Collapse

                    Dear dost jab experience ho ga to hamara market analyses b behtar ho ga. Q k experience k sath he apko market ki samajh ana shuru hoti hai aur news ko b samajhny lagty hain jis se analyses asan ho jata hai. So learning aur experience per focus karen
                    • #11 Collapse

                      G freinds jesa kayy hum see swal kia gaya hai kay Pak forex trading mn confrim loss kya hoga too es mn loss cnfrm nahii hota hum es bare mn yahii keh saktyy heun ky loss hmrii soch se zaida bhi ho skta haii aor kam bhi ho skta haii aor baaz dafa esa bhii hoskta hai ky trading ky doran humy loss ho hii naw humy es baat ko yaqeni bnany ki har mumkin try krrnii chaiye kay hum es loss ky risk ko km se km rakhein ymusky lia market ko analayas krein ups downs jaanny then trading start krein ab sath sath demo account is krrry rahyn to bht e faida maand sabit hoga..
                      Mehnat Me Azmat hai
                      • #12 Collapse

                        Gee haan forex trading mein confirm loss uss waqt hota hai jab hum forex trading koi trade beghair sochay samjhay kisi analysis kay beghair aap trade laga detay hain tou iss tarah aap ko aap ki trade confirm loss deti hai aap jab bhi trade lagain tou aap uss kay lye market kay complete analysis karain
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          agar hum forex trading main dil lga kar time dain gay to he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay es business main money managemnet karty huway learning karty huway trading par focus karna chahiye tab he hum esmain loss say bach kar acha profit bna sakty hay esmain mehant karty rehna chahiye

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X