Gold prediction kia hay
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gold prediction kia hay
    Ek analysis kay utabiq gold 2001 mein 1800 say 1900 ki range mein gaya tha abby gold ka up trend hai aur gold 1370 to 1380 ke darmiyaan tak ja sakta hai please share your valuable analysis..
    THKS
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    gee bhai aisa he hai apka analysis some extent bahot perfect bhi hai gold ko bullish jana chye lkn apko aik bat maloom honi chye ky dollar jub tk weak nhi hota gold bullish nhinjata jub bhi dollar excessive weak hota jay ga gold up jay ga dollar hold bhi ho gia tb bhi dollar up jay ga apko ma aik bat bta don ky trading ma professional approach rakho tb he apko profit hota hai
    • #3 Collapse

      Dear mere khayal mein tou gold ka bearish trend hai aur yeh abhi mazeed neechay jaye ga kyun kay abhi dollar kafi strong hua hai aur iss kay neechay janay kay koi chances bhi nazar nahin aa rahay hain tou iss lye gold mein abhi sell ki entry banti hai iss lye aap iss mein sell ki trade laga saktay hain
      • #4 Collapse

        Gold mein tou iss waqt bearish trend hai aur yeh kuch din bearish hi rahay ga jab tak dollar strong hai aap agar analysis karain gay tou aap ko pata chalay ga kay forex mein humain sell ki trade hi lagani chahyea tab hi hum iss mein profit bana saktay hain
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          agar hum kisi bhi pair par trading karna chahty hay to sab say pehlay us pair ka achay say analysis karen kyun keh analysis kar kay he hum market main trade kar sakty hay aur us trade say profit bhi bna sakty hay humay agar analysis nahi aty to humay wo seekhnay chahiye kyun keh tab he safe reh sakty hay esmain

          اب آن لائن

          Working...
          X