New traders ky liay smallest lot size bahot zaruri hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    New traders ky liay smallest lot size bahot zaruri hai
    New traders ko chahiay ky lot size hamesha smallest select ker ky trade kerain aur Jesy Jesy experience increase hota jaey tou sath sath lot size ko bhi increase kerty rehain warna aesa bhi ho sakta hai ky bari lot size per aik hi trade open hony per account wash ho jaey
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Jee bhai jaan aap ne bahut jabardast suggestion di hai lekin meray khyal ke mutabiq sirf choti lot ke sath hai kam nahi chal sakta hame wo pair select karna chahiye jo profit bahut ziyada ya bahut kam na deta hoon kyunki natural gas aisa pair hai jis pe agar aap 0.01 ki lot bhi laga dain to wo bahut ziyada loss kar deta hai aur account bahut jaldi wash kar deta hai..
    THKS
    • #3 Collapse

      Dear friend ap na a6e suggestion de ha ka new treadrs ko smallest lot sa start krna chahya q ka new traders ko information itni zeyada hoty nai ha ur na he trading ka bera mn knowledge hota ha ur agr w large size ke lot pa work kra ga to loss ho jaye ga
      • #4 Collapse

        Je ha bilkul ager aap new trader hai to apko hamesha se he small trade ko mind me rakh ker trade karna ho ga aur kabhi bhi lalach me aaker big trade na lagaye aur jab apka experience aur knowledge barh jaye to aap big trade bhi laga sakty ho
        • #5 Collapse

          G Bhai apne bilkul thek hy new trader Jo starting my big lot size pr trade krty hy to mery khyal sy WO log learning k bina trading shuru kr dety hy WO only zyada profit ki trf dehaan dety hy jis waja sy unhy kafi loss hota hy
          • #6 Collapse

            Bilkul theek kaha zyda ter new traders k paas ballance kam he hota hy jis ki waja loss k chances zyda hoty ager lot size bara ho to new comers ko lot size apny captal ki limit sy b koi 2 guna kam he laina chahey
            • #7 Collapse

              Piary dost main apki baat se agree kerta hon aor new members ko yahi advice keron ga keh jitny tak unky pass trading ka khater khah experience nhen a jata utny tak woh lot size ki bilkul minimum limit per trade kerain. Ausa kerny se unka account safe rhy ga aor experience verhy ga.
              • #8 Collapse

                Forex mein kamyabi kay lye new traders ko bahut zayada mehnat karni chahyea aur jab aap iss mein trading karain tou kabhi bhi aap iss mein baray baray steps na uthain aur hamesha small profit kay lye trading karain jab tak aap ka experience iss field mein zayada nahin ho jata aap iss mein sakoon sae kaam karain
                • #9 Collapse

                  Gee haan brother aap nay bilkul theek kaha hai kyun kay new members forex ko seekhnay kay marhalay sae guzar rahay hotay hain tou iss lye unn ko chahyea kay jab bhi trade lagain tou kabhi bhi bari trade na lagain aur lot size ko hamesha chota rakhain iss sae aap ki trade safe ho gi
                   
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Pyara Pakistan پيغام ديکھيے
                    New traders ko chahiay ky lot size hamesha smallest select ker ky trade kerain aur Jesy Jesy experience increase hota jaey tou sath sath lot size ko bhi increase kerty rehain warna aesa bhi ho sakta hai ky bari lot size per aik hi trade open hony per account wash ho jaey
                    Je belkol sahih kaha hai ap ny new traders k liye small lot size theek rehta hai qk ik to un k pass experience nhi hota forex k hawaly say ar jab wo trade open karty hain agr market favour nhi karti to atleast small lot size he Bacha sakta hai margin call say.
                    • #11 Collapse

                      Bilkul teek kaha aap ne forex trading may sab say mushkil kaam hay real trading our specially new members k liay kionka ye business buhut complecated hay our Jo be new members real trading Kar rahay Hain os ko chaheiay k lot size ko minimum rakhay.
                      • #12 Collapse

                        Gee haan bhai aap nay theek kaha hai.forex.mein new trder ko small lot may.sath.hi kaam karna chabyea.aap iss.mein tab hi mamyab hoon gay jab aap ka.iss.mein experience.zayada ho ga iss mein kaam kartay rahain aik din zaroor.kamya hoon gay
                        • #13 Collapse

                          ji bilkul sahi kaha k new members ko small size lot laganii chahiye us ka sab sy bara fayda un ko ye ho ga k khuda na khasta agar un ko loss ho bhi to wo bear kar sakain. ye na ho k dil bardashta ho jayen.
                          • #14 Collapse

                            agar hum forex trading main small lot size ko use karty huway trading karen gay to he humari trading achi ho sakti hay es trha humari trading main loss ka risk bhi kam say kam hota hay aur jitna ziada risk hum kam rakhain gay ti utni trading safe bhi hoti hay aur humay chahiye keh esmain sabar say kam lain ye bohat zaroori hay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: New traders ky liay smallest lot size bahot zaruri hai

                              hello dear brother forex ma jab aap iss mein trading karain tou kabhi bhi aap iss mein baray baray steps na uthain aur hamesha small profit kay lye trading karain jab tak aap ka experience iss field mein zayada nahin ho os k bad ap ki apni marzi ha

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X