Gold ka trend dobara change hony wala hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gold ka trend dobara change hony wala hai
    Gold per trade kerny waly hoshiar rehain is dafa gold 1360 ki taraf nehi jaey ga balky 1292 sy trend change kery ga ky is dafa dollar strong position main hai jo gold ko 1300 sy kam per hi rakhy ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear brother mai aapki baat se bilkul itifaq karta hoon lekin ek analysis ke mutabiq gold 1370 to 1380 tak ja sakta hai ab dekhe ke kya hota hai aapki baat bilkul theek hai USD is waqat strong position mein hai gold jab tak dollar strong position mein hai gold bahut ziyada up move nahi kar sakta..
    THKS
    • #3 Collapse

      Gee bhai aap ki baat theek hai dollar kafi dinoun sae strong tha aur ab iss kay week honay kay chances hain jis ki wajah sae gold bhi apna trend change keray ga aap iss waqt gold mein koi bari trade place na karain aur market kay analysis ker kay trade lagain kabhi bhi jaldi na karain
      • #4 Collapse

        Gold kafi din ho gae hain kay bearish trend mein hai jab kay iss kay muqabalay mein dollar bullish trend meinhai aur ab umeed hai kay kisi bhi waqt gold apna trend change ker sakta hai aur bullish trend mein ja sakta hai iss lye ab trade soch samajh ker lagain
        • #5 Collapse

          bilkul theek kaha hay aap na k gold abhi bearish trend main hay jub kay dollor bullish trend main ho jop ya batata hay kay kisi bhi time ya movement change ho sakti hay or kaha jata hay k is time gold main trade kerna theek nai hota hay
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Pyara Pakistan پيغام ديکھيے
            Gold per trade kerny waly hoshiar rehain is dafa gold 1360 ki taraf nehi jaey ga balky 1292 sy trend change kery ga ky is dafa dollar strong position main hai jo gold ko 1300 sy kam per hi rakhy ga
            Oh mujhe apki bat bahot achi lagi thank you so much for your notice qk mai gold par soch rahy thi k buy ka trade lagao sab keh rahy hain gold up jai ga 1365 tak is liye mai ny socha agr 1365 tak nhi to 1330 tak to jaiga acha hai mai ny abhi execute nhi Kia buy entry ab filhal karongi b nhi thora confirm ho jai k gold ny kaha jana hai to phir dekhti hai
            • #7 Collapse

              Sub members ka shujria ap ny yahan use full post ki hai sub ko market kay bare mn agah kia hai jesa kay ab trading ka wakt aa gaya hai sub members trading karny ky lia tyar ho jaein mently and usd ki strog possition ki waja se humy yaqenan gold par trading karny walou ko acha bonas milny wala hai so b ready..
              Mehnat Me Azmat hai
              • #8 Collapse

                peli baat to ye keh agar hum gold par trade karna chahty hay to eskay liye humara trading experience aur balance acha hona chahiye agar humary pass ye dono chezain achi ho gi to he hum market main regular base par profit bna sakty hay aur humay chahiye keh esmain mehant karen ye bohat he zaroori cheez hay
                • #9 Collapse

                  Re: Gold ka trend dobara change hony wala hai

                  gold aik strong pair hain hamy is mai kam karny ky liye acha knowledge hasial karna ho ga lakin jab gold mover karta hain to logo ko loss ya profit hota hain is liye hamy is ky up down ko dahk kar kam karna chahey forex aik real or kabe be band na hony wala business haun agar hum forex mai new hain to hamy is mai kam karny ka risk nahi lena chahey
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Gold ka trend dobara change hony wala hai

                    forex aik online business hain is mai gold ka trend change hony wala hain gold aik strong currency hain hum is mai live trading be kar sakty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain or apne zarorto ko pura kar sakty hain forex aik real business hain
                    ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X