how to succeed in forex?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #406 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: cancer پيغام ديکھيے
    I would like to discuss about forex. Have friends succeed in forex?
    please comment.
    and also share your opinion with us..
    jee bilkul we can succeed in forex. Dekhain Jis tarha hum kisi or business ko start karny se pehly uski know how karty hain isi tarha forex me bhi learning ki base per apna experience build kia jata hai or ye experience hi humen market me profit leny me help out karta hai. Forex me successful hamesha consistency se hoa jta hai or consistency learning ki base per laai ja sakti hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #407 Collapse

      yes brother there is alot of person who succeeed in forrex my sir who tell me about forex he has 100 to 200 team in forex and every body earn alot from forex he gave 10000 to 12000 to every team member so we are successful in forex or Inshaa Alllah rhe gen bhi
      • #408 Collapse

        forex trading mein success honay ka liya hamay bht zada hardwrok practice aur learning karni chye aur mistakes aur greed sa avoid karna chye aur achi strategy aur analysis sa risk lena chye
        :cool::cool::cool:
        • #409 Collapse

          forex aik businss hai aur is ko proper seekhna parta hai aur baqaida time dena parta hai forex me sab se learning karna parti hai zyada se zyada bad me skills lenaparti hai aur expereince b tab hi kamyabi milti hai
          • #410 Collapse

            If you think of forex as business and first learn the basics of this business and then enter this business, you will succeed. But you enter this business blindly, you can never be successful. So learn forex, trade on demo accounts, then trade with real money.
            • #411 Collapse

              forex mein success hasil kerny k liy learning buhat zarori ha jbhum is k bary mein proper knowledge hasil kr ley hen tu phir Demo pr practice kerna b buhat zarri ha or forex mein ye hi basic cheezen hn in k bagair hum forex mein kamyab nahi h sakty
              • #412 Collapse

                forex ma ager hum kamyab hona chahtae ha tu humain zida sae zida practice kerni chae demo account per practice kernay sae humai experience or knowledge hasil hota ha jis sae hum real account chala sakty ha or hum success hasil ker sakty ha
                • #413 Collapse

                  hame koi bhi kam karte howe achi tarah se us k baare me knowledge hasil kar leeni chahiye or kisi bhi business ko start karte howe educated tu hona hi chahiye or us per poori sachi lagan k saath mehnat kareinge tu success tu honge hi same as forex
                  • #414 Collapse

                    for success in forex there must be make more and more training in demo account and also note down the all information about the forex market and also as well as time for treading
                    • #415 Collapse

                      g aggr app forex k business mein kam karna chahte hen aur ek achi kamyabi hasel kerna chahte hen to us k liye app ko mehnat aur lagan k sath kam karne ki zarort hai to phir app zaror kamyab ho jayen gy
                      • #416 Collapse

                        forex mein success lany ka liya ap ko hardworking aur leanirng karni ho gi achi strategy aur analysis mein expert hona paray ga . aur apni mistakes ko avoid karna ho ga aur low risk sa ap easily ahi earning la skty
                        • #417 Collapse

                          forex ma success to aap ko mahnat kr k hi milti ha q k jab aap mahnat krtay hain to aap ko ko knowledge bhi mil jata jo aap k bohat kam aata ha
                          • #418 Collapse

                            agar aap successful trader banna chahte hai to aap ko chahiye ke aap pehle practice kare aur hard work kare is se aap ki skills aur experience barhe ga aur aap kamiyab hosake ge aur success hasil karsake ge trade me.
                            • #419 Collapse

                              ap forex mein success ho saktay hay is ky liye ap mehnat karo aur mein nay forex ko kabhi chornay ka nahi socha hay forex aek best business hay and ap bhi is sey achi kamai kar sakty hay just ap kay pass ilam hona chayie kion kay agr knowledge nhi hoga tu ap shayad earning nahi kar sako gay isi liye ap ko learn karna chyie .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #420 Collapse

                                forex main success pana itna asan nahi hai aur is main ap ko kafi mehnat karni parti hai phir ja kar ap ko is ka faida milta hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X