Professional aur retail traders

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Professional aur retail traders
    Dear members mein aap ko professional aur retail traders mein farq batata hoon jo kay aap mein sae kafi log nahin jantay hoon gay forex mein dou forces trader ko huge loss deti hain aik greed aur doosra fear jo professional traders hotay hain woh unn ko control ker kay trading kertay hain jab kay retail traders like kaise kay hum trading kertay hain donoun ki wajah sae loss kertay hain jo bhi trader apnay mind ki programming ker leta hai kay greed nahin kerna tou woh fear ko bhi control ker leta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    professional trading bahot best hai is ma apko knowledge and experience skills and strategies tips and tricks ay market ma apni trade ko handle krna hota hai is leay apko market ma preshani bhi nhi hoti hai avoid greed aor emotional intelligence aor control bahot zarori hai so apko retail trading ko a oid krna chye aor apko maloom hona chye ky knowledge of trade bahot best hai
    • #3 Collapse

      Gee haan forex mein dou qisam kay traders hi kaam ker rahay hain aik tou professional traders hain jo kay trading mein bahut zayada perfect hotay hain aur lalach bhi nahin kertay aur doosray humaray jaisay retail traders hain jin ki trading zayada perfect tou nahin hoti lakin woh bhi issi koshish mein lagay rehtay hain kay woh bhi professional trader ban jayain
      • #4 Collapse

        bahot achi bat ki hai ap ny bahot perfect tareeky say smjha dia hai mapaki bat sy itefaq kron ga ky forex trading ma humen trader bna hai agr expert to humen bhi bahot zarori hai ky professional approach rakhni chye is ma apko management ky sath sath mehnat bhi krni chye aor apko maloom hona chye ky market ma predictions hoti hain confirmation nhi hoti lehaza apko retail trader sy bach ky professional soch rakhni ho gi
        • #5 Collapse

          forex aik business ha or buhut hi professional business ha jis ku her trader apna profession bana sakta ha. ager trader ic ku apna profession banana chahta ha tu forex man experience k liye work kerna perta ha.
          • #6 Collapse

            Forex ma woi log kamyab hty hain infact hr business ma srf woi kamyab hty hain jo begair lalaach ky kam krty hain apnay kam pr focus krty hain or kam ko smjh kr mehnat or lagan sy krty hn or professionl trader b bnda experience or knowldge ky bd e bnta hai jb wo apni field ma expert ho jta h gain loss ko smjh kr feelings pr control krta h..
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              humain is main perfessional ho kar kam karna kafi best hota hay is main boht say traders kam karty hain or achi earning hasil kar sakty hain magr humain demo ko use kar kay trade ko sikhna ho ga jis say achi earning hasil karnay ki practice ho sakti hay is main daily trade b ki ja sakti hay agr to humain achi knowledge ho gi to

              اب آن لائن

              Working...
              X