Mistakes Many Forex Traders Make

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #211 Collapse

    yes but there is one easy and simple solution for that you should manage the money so that you can be relaxed while trading. but if u make big lot size on any trade so it will be much difficult to control the emotion during the trade.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #212 Collapse

      bahot saray trader is waja she mistake kr jatay hain k WO forex ko bahot hi easy lay latay hain our demo ki bajay real pe hi kam sheep kr saktay hain.
      • #213 Collapse

        yes forex mai har banda galti karta hai aur yahe galti us ko fail kara deta hai but wo yaha pe kamyab hai jo galti se sekhay aur es ko control kare
        • #214 Collapse

          mistakes sy aap lesson hasil kry aur newbie trader sab sy phlay is business ko samjay pir work kary aur demo account bohat acha hai newbie trader ky liye aur aap is par fully practice kar saktay hain pir aap able hon gy real trading karnay ky liye is liye aap first basic forex ko samjay pir aap achay trader ban saktay hain.
          • #215 Collapse

            bhai jaan apne bhot he ache baat kahe hai and mai b apki is baat say agree karta hu humay apni galtio say he learning karne ka moqa milta hai
            • #216 Collapse

              Jin han bht sari aesi mistakes hain Jo hm daily kartay hain or apni susti ki wja say unko point out NAE kar paray or na hi apni mistakes ko correct karnay ki koshish kartay hain
              • #217 Collapse

                assalam o alaikum mere bhai yeh waqe e bari mistake hy.. JAb insan jannat k bary me ssochta hy to usy jahanum se daraya jata hyy.. isi trah profit k bary me sochty hoowe bhi losss se bachny ki tadabeer sochni chahiye..shukriya..
                • #218 Collapse

                  bahut sarey traders aisey hain jo k aik hi ghalti ko bar bar dhoohratey hain matlab k un sey wo bar bar ho jati hai jis sey wo sekhtey nahi hain.
                  • #219 Collapse

                    I am also lazy in reviewing my trades for the whole day. But the attribute that stays most in my intellectual is my loses. That is the haaardest occurrence to excite out from my intent. Because loses smart and elicit the most
                    • #220 Collapse

                      Trading aik international business hy ager app iss main choti c bhe mistake kerty hain to wo app ko kafi loss day sagte hy so app ko bare careful ho k trading kerni chahey ta k mistakes na hoon
                      • #221 Collapse

                        G han app ne sahi kaha ha is business me hmen mistakes se ignore nahi karna chahe balky hmen us se lesson hasil karna chahe is bsuiness me kyun k mistakes se hm is business me kafi acha experince hasil kar k achi trading asani se kar sakty haain
                        • #222 Collapse

                          ji haan mere bhai jaan mein tou yehi samjhtaa hoon k bohat hi ziyada trader mistake kertey hain kiyon k yeh aik bohat hi complicaaaated online busienss hai jiss se hum ziyada acha profit kama bhi saktey hain.
                          • #223 Collapse

                            forex trading ma loss tu hota rehta ha ..lekn jab loss hojae tu mistakes analysis karne chayhe aur jo traders mistakes analysis karte han wo successful hojate ha is leye mistakes hone baad sai tarah analysis karne chayha aur next time repeat nai karne chayhe
                            • #224 Collapse

                              forex emin dekhen ap mistakes to karenge zaroor lekin baat tb hai ke ap jb apni mistakes se seekhen aur phir apni mistakes ko kabhi bhi repeat na karen kiunke agar apne mistakes repeat karin to apko is mein loss hosakta hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #225 Collapse

                                Assalam-O-Alaikum han gee bhai jan mistakes hona koi bari baat nahi hoti hay aur achey achey aur experienced traders say be mistakes ho jati9 hen lakin hum ko kabhi be apni mistakes ko repeat nahi karna chahiye aur un say kuch na kuch lesson zroor hasil karna chahiye.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X