Indicator use krna chahy ya nhi?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Indicator use krna chahy ya nhi?
    Kch log khty hn g indicotrs to andy hoty hn inka koi fada nhi hy use nhi krna chahy or kch log esy hoty hn jo bht sy indictrs use krty hn ap kia khty hn is bary mn kia khty hn indctors use krny chahy ya nhai ap kia khty hn indictrs ky bary mn ?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Indicators sa bht kuch market ka bary ma pata laga sakty ha agar ap indicators ka correct use karna janty ho to, indiacators are key to successfull traders. Ap internet social media ya kesi aur jaga pa is ki traning la sakty ha. Practice must ha indicators ka liye ku k time frame ka mutabiq he indicators works kaarty hain. Thanks
    • #3 Collapse

      Indicators key baghair trading kerna bahut mushkil hey. Sirf aor sirf fundamental analysis ki base per trading nhen ki ja sekti. Indicators se humain market ki simat maloom ho jati hey baki future ki prediction hum ney khud kerni hoti hey apny experience ki buniad per.
      • #4 Collapse

        Re: Indicator use krna chahy ya nhi?

        forex mai indicators ke bohat ahmeyat hain hamy in ko use karty howe kam karna chahey yai hamy market ma ienter hony mai madad dety hain lakin hamy in par 100% itbar nahi karna chahey q ky hamy loss be ho sakta hain lakin is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota lakin hamy inhy kabe ignore be nahi karna chahey
        • #5 Collapse

          Re: Indicator use krna chahy ya nhi?

          indicators use karny cahiye . trading mai jis tool ke madad say app ko trade ka signal mil sakta hai maire khayal say woh indicator he kah sakty hain. aur maire khaayl say candlestick b aik trah kay indicators he hai jis kay pattern say trader trading aur price ke movement ko samjhnay ke koshish karty hain.
          • #6 Collapse

            Re: Indicator use krna chahy ya nhi?

            Forex main indicators ki b facility majood hai par humen kbhe b indicators py depend nh karna chahiye bal k self confidence sy self trading karni chahiye jis sy humen profit gain kar khushi b mahsoos hoti hai.. par indicators ka koi atbaar nh hota es tarah loss he hota hai..
            • #7 Collapse

              Re: Indicator use krna chahy ya nhi?

              Me samjhta hun indicators aik traders ki ankhain hain agr indicators ka use na krain to aik achi aur perfect trades lgana kafi mushkil ho ga. Forex trading men hmain indicators ki madad say kafi help milti ha aur jis ki bina pay hum achi aur mayari trade lgatay hain. So indicators ka use bahut ziyada zaruri ha forex men.
              • #8 Collapse

                Re: Indicator use krna chahy ya nhi?

                forex mai indicators ke bohat ahmeyat hain hamy in ko use kar ky kam karna chahey hamy in py 50% itbar nahi karna chahey hamy forex mai mai kam karny ka acha ilam hasial kar ky market ky rules ky mutabik kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy forex aik real or kabe be band na hony wala business hain
                • #9 Collapse

                  Re: Indicator use krna chahy ya nhi?

                  forex may in-directorke bohat ahmeat hay is ko jab hum market may trading kay liay ues karty hain to is say hamy market kay roles kay bary may or is kay up down kay bary may bhe pata kar sakty hain or is say hum loss say hat kar profit ke tarf hona soro ho jaty hain jo log large amount may trading karty hain wo is ko ues karty hain is say wo achi earning hasil karty hain forx ak asa business hay jo kay pory word may phala howa hay or tazy say phal bhe raha hayy is ke her yatf mang bar rahy hay
                  • #10 Collapse

                    Re: Indicator use krna chahy ya nhi?

                    yes sir indeicator forex trading main hot ehmiyat ki hamil hai is se ham ko pata chalyta hai k markt kis janib jaa rhe hai is liye ham isy use karna chiye q key indicator k binaa ham kabhi bhi trade nahe lagaa sakty is k bina bahot moshkil hai or indicator par poraa trust bhi nhe kiyaa jaa sakta q key ye kabhi kabhi ghalat bhi ho sakta hai or loss ho jata hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Indicator use krna chahy ya nhi?

                      Tmam indicator lagging indicator hote hain, kisi indicator pr depend kr k trading krna aqalmandi nahi hai balk chand indicators ko sath mila k trade ki je to false signals se bacha ja sakta hai. Akela indicator use nahi krna chahy.
                      • #12 Collapse

                        Re: Indicator use krna chahy ya nhi?

                        mery khyal main to indicator he trading main sb se best help deta hai hmain or hm us se kafi ziada market k trend ko smj skty hain.main khud kafi indicators use krta hu or dekhta hu k kb or kesy earn kr sku.wese b es business main jitni help mil jy utna he ziada hai.agr hmain exact news hon to hm us pe b trade kr skty hain.
                        • #13 Collapse

                          Re: Indicator use krna chahy ya nhi?

                          full form of bonus kitna Jyada Hai Hamein Bhi Denge Hum Apni Jagah trading karne mein aasani Se Jyada hoga ji haan brother Salaam Walekum from Forex trading business Kisi Ko hota hai pura karne ke liye bahut emotional ho jata hai Karte Hai premakke aur jaldbazi mein trading karta hai tu isko isko cover To Nahin Hota lekin account Pass Ho Jata Hai account ko cover karne ke liye planning ki bahut jarurat hoti hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Indicator use krna chahy ya nhi?

                            forex aik online business hain hamy expert ban ky is mai kam karna chahye or indicators ko be use karna chahey yai hamy market mai enter hony mai madad dety hain hamy kabe be iny ignore nahi karna chahey lakin hamy in py 100% itbar nahi karna chahey forex mai hum apne learning ke basic py kamyabe haisal karty hain forex aik real business hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Indicator use krna chahy ya nhi?

                              G han indicator ka istaml karna chiyee lykin indicator par mukaml toar par believe ni karna chiyee indicator sy bus it pata chalta market edr move kar skti Hai mukaml toar par analyis kar kyy trading lagni chiyee apna experience use kar ky ..

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X