forex ki zaban
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex ki zaban
    hum aam lafzun main kehty hain k trade neechy jaye gi ya upar aur agar yahi baat hum forex ki zaban main kary to hum ye kehty hain k trade sell hogi ya to buy is tarha k kaafi lafz hain jese k bearesh aur bullish analysis wighera ap ko in sub k baary main pata hota hai lekin in lafzun ko samjhny main ghalti karty hain
    Click On Name And Visit My Journal
    Naseer953 Trading Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear jab market nechay aati hay tu osay down movement kehtay han aor bearish ka lafz bhi is kay liye use huta hay asi tarha jab market opper jati hay tu osay up ya bullish movement kehtay han aor long term ko buy kehtay han asi tarha short term sell ko kehtay han humay ye sab batain note ker leni chayi ta kay jab hum iska istemaal karay tu sahi tarikay say ker sakay.
    • #3 Collapse

      Bhai buy aor sell to trade hoti hey jo pair per trader lagaty hain jebkeh inki down movement ko bearish aor up movement ko bullish kehty hain. Dear concept clear hona chaey mery khial main lefzon se koi ferq nhen perta.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: forex ki zaban

        forex mai hum sada urdu mai trading karty hain hum is mai english mai be kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain or full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky acha munafa kama sakty hain or apne zarorto ko pura kar sakty hain hum isy apna life time career be bana sakty hain yai aik international business hain

        اب آن لائن

        Working...
        X