Hum aik indicator sae success ker saktay hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hum aik indicator sae success ker saktay hain
    Dear members mein nay jitnay bhi successful traders forex field mein dekhay hain unn kay webinar attend kya hai aur dekha hai kay woh aik method kay ouper aik indicator like RSI stochastic oscillator ya just volume use ker kay trade nahin kertay hain balkay different tools aur method use ker rahay hotay hain jis mein fibo setup harmonic pattern aur price action ko dekh rahay hotay hai tou humaray pas bhi aisa knowledge aur experience ho ga tab hi success gain ker payain gay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear forex trading market ko understand krny ky leay apko multiple sources use krny chye oscillators aor indicators ky elawa apko candles chart pattern etc bhi study krna chye isky elawa apko trading ma motivated hona chye ky forex trading ma kam az kam apko 3 indicators istemal krny chye ta ky apko trading ma loss kam profit zeyada ho mara apko yehi mashvra hai ky candles chart preparation lazmi kren
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
      Dear members mein nay jitnay bhi successful traders forex field mein dekhay hain unn kay webinar attend kya hai aur dekha hai kay woh aik method kay ouper aik indicator like RSI stochastic oscillator ya just volume use ker kay trade nahin kertay hain balkay different tools aur method use ker rahay hotay hain jis mein fibo setup harmonic pattern aur price action ko dekh rahay hotay hai tou humaray pas bhi aisa knowledge aur experience ho ga tab hi success gain ker payain gay
      Je ap ny bahot achi baat share ki hai bahot he helpful hai ar mery khayal May new memebrs k liye to bahot he mufeed hai isi tarah k threads create kiya karain ya k log ar specially new members ziada say ziada mustafeed ho saky thank you.
      • #4 Collapse

        Gee haan brother aap forex mein kisi aik indicator sae bhi bahut achi trading ker saktay hain aur agar aap kay pas koi acha indicator available nahin hai tou aap meta trader 4 mein built in indicator use karain jin mein RSI aur moving average bahut achay indicators hain aur aap ko bahut achi market movement ki prediction detay hain
        • #5 Collapse

          G han bilkul bhai humy forex mn successfull hony kay lia Humay aik indicator use karna chaiye jis sae success hasil ker saktay hain aor bohat sara ptofit gain karr sajty heub es kay leya indicator kay elawa ap candles charts wgra bhi use krein yeh bohat hi use full hein apjo apka profit bharnahy mn kaam aaein gy aor humary profit mn azafy ka sabab bnny gy..
          Mehnat Me Azmat hai
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            forex trading main boht se indicators hain jin ko hum apni trading main use kar k apni trading main successful ho skty hain laken mera khyal hai k hmain apny analysis bhi pori traha se karni chahye q k jub ap apni trading main indiactors karty hain tu apko apk indicators bhi loss ka bais ban jaty hain tu apki apni startgy bhi lazmi hai

            اب آن لائن

            Working...
            X