Gold kay analysis
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gold kay analysis
    Gold ki market iss waqt bullish trend mein hai jis sae aap log bila khauf o khatar aap buy ki trade laga saktay hain jis waqt aap trade lagain tou aap ko pahele analysis kar lenay chahyeain kyun kay kisi ki baatoun per amal na karain balkay apni confirmation zaroori hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Gold ki variation bahut ziada hey aor spread bhi ziada hey. Gold main jeb bhi trade lagani ho to usky current analysis key mutabiq lagani chaey. Gold main iski move ki wajhan se profit aor loss ki ratio ziada hey is leay stop loss aor take profit lazmi lagain.
    • #3 Collapse

      Gee han brother aap ki baat theek hai iss waqt tou gold ka trend bullish hai lakin iss mein yeh zayada waqt kay lye nahin rahay ga aur kisi bhi waqt yeh aona trend change ker sakta hai aur yeh bearish trend mein ja sakta hai iss lye aap analysis ker kay iss mein trading karain kyun kay RSI iss waqt resistance per hai
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        forex trading main gold ki trading aik mushkil trading hai jis main acha knowledge hony k bawjood bhi loss hony k chances hoty hain es liye gold ki trading main analysis karny k bad trading karen or jub apko khud par blive ho or apni trdaing par apko bhroasa hai tu trading karni chahye ayse loss nahi hota hai

        اب آن لائن

        Working...
        X