trading mein confidence kis traha hasil kar saktay han

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trading mein confidence kis traha hasil kar saktay han
    forex trading business mein trading karne k liye confidence ki bhi zaroorat hoti hy confidence se trading kar k acha profit earn kar saktay han aur confidence hum jtna ziada knewledge aur experience hasil karain gay jtni ziada learning hasil kartay han han utna ziada confidence trading mein hota hy is liye learning knewledge aur experience hasil kar k confidence se trading karain aur profit earn karain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear forex trading jitna acha aor profitable business hay os say kehien zeyada complicated aor risky bhi hay is liye jab bhi trading karay tu confidence say kiya karay ta kay profit earn hu sakay aor confidence hamesha apnay trading knowledge ko demo account per practice ker kay experience level improve ker kay hasil kiya ja sakta hay is liye profit kay liye trading ka knowledge aor experience hasil kerna bhot zarori hay.
    • #3 Collapse

      Dear friend ap ke bt exactly ha ka ap ko jitna as mn knowledge ho ga ap ke treading be a6e ho ge jb ap ke treading a6e ho ge to ap ko automatic fida ho ga as lia ap ko treading ka mutlaq bhot zeyda knowledge hona chaya ta ka ap ko loss na ho
      • #4 Collapse

        hum forex main acha confidence tab he hasil ker sagty hain jab bhae us ko siekh k karein gay our pher us main jo profit ho ga us main humera laluch shamil nahe ho ga mean pure technical pay trade ho gee money manage ker k trade lain gay to pher he us main hum kamyaab hoon gay our humean us main confidence aey ga
        • #5 Collapse

          Dear member ye ik universal truth hai k ap jis kisi field mai hun jitna apka knowledge aur experiences barhty jaaty hain ap utna hi us system mai confident ho jaaty hain same is platform pe bhi jab ap ko acha knowledge aur experiences ho jayain gy to ap confident ho jayain gy.
          • #6 Collapse

            Hum kise bhi kaam ko karain aur us mein confidence tab hi hota hy jab hum us kaam ko seekh kar kartay han aur forex trading business mein bhi confidence tab hi hota hy jab hum forex trading business ki learning knewledge aur experience hasil kartay han aur learning knewledge aur experience k sathh achi skills ka hona bhi zaroori hy tab hi hum forex ko confidence se kar saktay han aur profit earn kar saktay han
            • #7 Collapse

              forex man trader ka confidence oc waqt build hota ha jub trader ku earning hoti ha forex man earning gain kerny k liye buhut mehnat kerni perti ha or ju trader first learning ku prefer kerta ha wu buhut earning kerta ha.
              • #8 Collapse

                Forex trading business mein confidence bhi zaroori hy hum confidence se trading kar k acha profit earn kar saktay han aur forex trading business mein confidence tab hota hy jab hum trading mein learning knewledge aur experience hasil kar k aur planning se trading kar profit earn kartay han tu hi trading mein confidence aata hy
                • #9 Collapse

                  Right Dear. Confidence Ka Bhi Bohat Ahem Qirdar Hy Hamri Success Me. Confidence Ke Liye Knowledge And Experience Must Hy And Demo Par Trading Se Bhi Confidence Build Hota Hy. Jahan Hamey Confidence Build Krne Ke Liye Risk Nai Lena Parta Aur Loss Nai Hota.
                  # Wants Successful Trader & Also Wants Empower Other.
                  • #10 Collapse

                    Dosto confixence hasil karny ka ek he tareeqa hai m ap zyada se zyada trade karen shuru men ho sakta hai k apko loss ho lekin loss ki surat men b apko experience ho ga k next time ye ghalti nahin karni nis ki waja se abi nuqsan hua hai.
                    Zyada experience se he apko confidence b ho ga
                     
                    • #11 Collapse

                      Dosto confixence hasil karny ka ek he tareeqa hai m ap zyada se zyada trade karen shuru men ho sakta hai k apko loss ho lekin loss ki surat men b apko experience ho ga k next time ye ghalti nahin karni nis ki waja se abi nuqsan hua hai.
                      Zyada experience se he apko confidence b ho ga
                       
                      • #12 Collapse

                        Forex trading main confidence to Forex main trade ker he hota hay Forex main jitni ziada exercise ho gi utna he ziada confidence hasil ho ga aur hum Forex main confidence Forex k knowledge aur experience se he hasil ker sektay hain aur confidence Forex se earning kerne k lie aik zroori cheez hay.
                        • #13 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Arfanali92 پيغام ديکھيے
                          forex trading business mein trading karne k liye confidence ki bhi zaroorat hoti hy confidence se trading kar k acha profit earn kar saktay han aur confidence hum jtna ziada knewledge aur experience hasil karain gay jtni ziada learning hasil kartay han han utna ziada confidence trading mein hota hy is liye learning knewledge aur experience hasil kar k confidence se trading karain aur profit earn karain
                          ap ne thek bat ki hai sir or me apki bt se agree krta hu or me ye manta hu k ap k pass jab tak achi learning or skill nai hogi ap k pass confidence nai hoga so apko chjahye k ap ziada se lern karen forex ko taky ap k pass confidence aye or ap ko chahye k demo par trade kr k exprience hasiil kren.
                          • #14 Collapse

                            All Dears,,Ap jitna zyda forex ko sekh lete hain.ap ke andr auto pe confindence aa jaey ga.Jis bnde ko forex trading ka pta nai hota.wo hmesha dar dar ke trading krta he,ke kahin loss na ho jaey.confindence bahal krne ke liye forex marketing sekhna boht zaroori he.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Forex start karny se phele es ko seekhna bahut zarori hy .yeh koi esy kam ni hy .confident tab hi ata hy jab kam at a ho.es leay start karny phele es ko achy se learn karo phr profit ae ga aur trading ka maza bhi ae ga.ni forex min loss k bahut chance hoty .

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X