How can you afford the loss of Forex ???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    sir g ham kisi bhi kam ko shoro kary uss mai loss or profit dono hoty han or agar hamy jiss kam mai loss ho ga hamy proft bhi usi se earn karna hota hay iss liy ham apny ap ko relex kary or apni galti ko chek kary ta dobara wohi galti na ho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      forex main loss hony ka koi chance naheen hay agar ap is main apna kaam theak say karty hain or apna kaam karty hwoe rules ko follow karian to ap kabhi bhi loss naheen karian gay so agar apko loss ho bhi jata hay to apkoc ahhey k ap is loss say seekhain or apna experience gain karian
      • #63 Collapse

        haa bhai jan mujhy ye bat batao k kon hay jo apne loss ko afford karta hay mere khyal se koi nahi hay jo apna loss ko afford kare haa albata profit ki taraf har koi jata hay or profit laina bhe chahta hay
        • #64 Collapse

          dear bro me ap ki bat se agree hu lekin mere bhai loss kisi bi business ma ho jaye wo loss sirf our sirf usi business se hi khatam ya poora ho sakta ha is k ilawa kisi bi business se ni ho sakta ha
          • #65 Collapse

            you cna do afford the loss of loss I think gold and silver are highly speed metal in Forex trade. Forex is a part time business.some people can be trade long time I think this.so there are usually losses in forex can be very distal and can be minor but today we will talk about this
            • #66 Collapse

              you can afford the loss of forex. plan is most primal happening for doing incomparable trading with forex, so modify operative and bull necked programmer before investing concrete money in the forex marketplace, if organization is impoverished then surely lead instrument.so there are usually losses in forex can be distal and can be job.
              • #67 Collapse

                aapbara loss bardast kr skyte han agar aap ke pas bht sa balance ho aur khuch dintk market wahan dobara poonch jati ha aur aap ka business bisecure rehta ha
                • #68 Collapse

                  Bhai ap forex k me loss ko afford kar sakte hain agar ap kam capital s investment kare or apna sara capital forex me na lagayen Agar ap new trader hain to. Agar apko loss hota hai to ap km loss hota hai or apne loss ki mistake ko learn kar k remaining capital s apne loss ko reconer kar sakte hain. is k liye ap nhot learning karni parti hai or kaafi experience gain karna parta hai.
                  • #69 Collapse

                    Dear, forex k buisness mein humen bohat carefull ho kar aur mehnat k sath kam karna chahiye to phir humen is buisness k zariye sy aek achi kamyabi hasel ho sake gi aur ham kamyab ho jaen gy
                    • #70 Collapse

                      Hum forex m loss ko afford kr skty h loss or profit 2no he forex k parts hty h or kbi b loss or profit ho skta h agr hum ko forex m loss hta h to hmy dil chota nae krna chahye or na he himat harni chahye balky apni mistake ko search krna chahye or us s sikhna chahye
                      • #71 Collapse

                        nahi bahi main loss to afford nahi kr skta lekin main backup rakhta hoon jis se agr loss ho jae to mujhe pareshani kuch km hoti hai leikn zaher hai afsos to hota hai lekin us meina pni mistake find krta hoon aur next time cover
                        • #72 Collapse

                          loss kisi bi business ma ho jaye wo loss sirf our sirf usi business se hi khatam ya poora ho sakta ha is k ilawa kisi bi business se ni ho sakta ha
                          • #73 Collapse

                            salam member well agar aap ko aisa loss hua hai jis mein aap ke pooray pesay account se khutum hogaye hain phir usko big loss kehte hain aur aap ko phir sab kuch phir karna parhta hai postings i mean kiun ke aap ko apna bonus 60$ se above karna parhta hai isliye jitni ziada postings utna he acha hota hai
                            • #74 Collapse

                              aap sub say pehlay forex ka kam start kerne say pehle apni planing kare kay may itna afford ker kay itna earn keroga ya uss say bhi zeada earn keroga tu aap apni planing ko follow ker kay trade kare tu aap loss say bach sakte hai aur apne capital ke limit ko cross nhi kare tu wo zeada better hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                agr ap ko forex trading main bohat loss ho gia hai aur ap is loss ko cover karna chahty hen tu ap ko chahiye k ap apna ak best trading plan banao aur apni best trading strategies banao aur trading k rules banao aur in sab par amal karty howay trade karo tu ap apna loss cover kar lo gay aur ap profit main chale jao gay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X