do not beleive on luck always beleive on your knowledge and experienc.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    do not beleive on luck always beleive on your knowledge and experienc.
    dear friend kbhi bhi trade lagate hoye luck p blv ni krn q ya koi cricket ni hai zeyada se zeyada knowledge gain krn pak forex forum p aik dosre se knowledge share krn ta k sb ko faida ho or maximum time den pak forex forum ko ta k experience barhe apka tbhi ap aik ache trader ban sakte hain.agree ?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear friend kabhi bhi apnay luck par atna bharosanahi karna chahye forex trading luck ka busnes nahi hy bal k as main knowlldge aur expereanse ki zarorat hoty hy hamen forex ka knowlldge hasel karna chahye aur exoereanse say hi trading karni chahye
    • #3 Collapse

      yes dear app sahi keh rahy hain k ham ko luck k uper nahi rehna chahieay kyon k jab insan paida hota hai tu sab ki luck aik jesi hoti hai koi ameer paida hota hai aur koi greeb ager greeb kahy k meri qismat he khrab hai au r wo hard work na kary tu wo kahbe bhe success nahi ho sakta hai kyon k ameer bhe greebi ki life main hard work kar k ameer bany hoty hain iss lieay life main kabhi bhe give up nahi karni chahieay balky tab tak hard work chorni chaieay jab tak app successs na ho jain.
      • #4 Collapse

        Teek keh rahe ho aap dear fellow forex trading may experience our knowledge hasil karna buhut zarori hay lekin dear luck ka be buhut Amal dakhal hotha hay kuch members buhut he expert hothay hay lekin per be wo apna account wash karwa dethay hay is liay luck ka saath hona buhut zarori hay
        • #5 Collapse

          Dear friend mera mind to ya kehta ha ka insan apna lack khud benata ha agr ap mehnt nai kro ga to ap kubhi be lacki nai bn pao ga as lia kuch pana Kalia kuch khona perta ha agr ap forex pa treading kro ga as ko time do ga to ap ko as ka bera mn information mela ga ap ka knowledge bera ga jb ap ka knowledge bera ga to ap ko as mn ache earning ho ge
          • #6 Collapse

            G han bhai jan forex men her waqt apni luck pe inehsar nhi karna chahiay ap k pass knowlege aur experience itna hona chahiay k ap ko pata chal jay k ap ne itni mehnat ki huwi hey aur iss ka itna profit mil sakta hey
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Junaidrao پيغام ديکھيے
              dear friend kbhi bhi trade lagate hoye luck p blv ni krn q ya koi cricket ni hai zeyada se zeyada knowledge gain krn pak forex forum p aik dosre se knowledge share krn ta k sb ko faida ho or maximum time den pak forex forum ko ta k experience barhe apka tbhi ap aik ache trader ban sakte hain.agree ?
              Je Assalam o allaikum belkol sahih keh rahy hain forex trading may luck ziada matter nhi karta apki knowledge ziada matter karty hain agr ap sahih tariqay day market ko analyse karaingy ar apka experiences hai forex k hawaly say to loss May kam he jaingy ar khabi loss ho b jata hai to it doesn’t mean k ap disheart ho k trading chor day loss or profit forex ka hiss hain.
              • #8 Collapse

                jo traders luck par depend kartey hein woh kabhi bhi is business mein successful nahin ho saktey hain because luck par depend karna bewakoofi hey kioun keh forex trading aik proper mind business hey aur is mein apka mind jitna ziada chalta hoga aap utna hi is mein successful ho saktey hain.
                https://t.me/pump_upp
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: muhammadarshad پيغام ديکھيے
                  Dear friend kabhi bhi apnay luck par atna bharosanahi karna chahye forex trading luck ka busnes nahi hy bal k as main knowlldge aur expereanse ki zarorat hoty hy hamen forex ka knowlldge hasel karna chahye aur exoereanse say hi trading karni chahye
                  Bilkul sahe luck pa depend nah karna chaheee. Apna knowledge aur experience ko sath rakh k market ka achi tara analysis kar ka he trade lagani chaheee. Mashwara lena bh bht behtr ha.
                  • #10 Collapse

                    bro ye ap ne boht achi bat ki ha kun k good experience and good knowledge hi kamyabi ka sabab bnte hen aor forex online trading business me hame luck per bhrosa ni krna chahea balka forex market k bare experience aor knowledge k hasool ki her mumkin koshish krte rehna chahea.jb hi ham kamyab trader ban sakte hen.
                    • #11 Collapse

                      Re: do not beleive on luck always beleive on your knowledge and experienc.

                      forex mai hamy apny luck sy zada apny knowledge or experience py tawajo dene chahey hamy daily demo account mai practice karne chahey is mai kam karny sy hamry knowledge mai azafa hota hain is mai trading ky bad jab hum real account mai kam karty hain to hum loss sy bach kar kamyab ho jaty hain or acha munfa hasial kar lety hain
                      • #12 Collapse

                        Re: do not beleive on luck always beleive on your knowledge and experienc.

                        hamy kabe be apne luck py full depend nahi karna chahey hamy acha knowledge or experience hasial kar ky market ky rules ko follow kar ky kam karna chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik aam job ke nisbat bohat ache job hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain
                        ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: do not beleive on luck always beleive on your knowledge and experienc.

                          forex mai hamy acha knowledge hasial kar ky analysis ko use kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum acha profit gain kar saky gy forex aik asa business hain jis mai hum learning ky sat earning be hasial kar sakty hain is mai dunya ky bary bary mumalik shamil hain hamy is mai luck ko ignore karna chahey

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X