Gold par trading krna riski ha.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gold par trading krna riski ha.
    Dear members forex trading main sbh se ziada riski aur mushkil trade gold ki trading ha jisko maximum log bht ziada asan aur easy laity hain main yeh kehna chahn ga keh forex trading main gold ki bht ziada importance ha aur bht costly dhaat hony ki waja se bht ziada riski count hoti ha isko pehly smjhen aur apna analysis k bad trade kren. Thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear apki baat bilkul teek hay forex market ma gold per trading sab say risky kaam hay kiun kay gold ki demand bhot zeyada hay is liye market ma iski moving kaafi fast huti hay aor up down limit bhi kaafi zeyada hay jis ki waja say kam capital walay account say tarding kerna tu intehai risky hay aor sab say bari baat kay gold account wash kernay ma Zara barabar bhi dair nhi lagata.
    • #3 Collapse

      dera forex forum member Gold pay tu utna risky nai hy jitna riski Oil pay trading karna hy kiun kay eik tu us mein spread hy he nai aur dosra us ke market ka behave buhat he unpredictable hota hy es wajha say nuqsan kafi hota hy aur faida bhe esi tarha hota hy
      • #4 Collapse

        Ap ki baat theek hai k gold per trade karna risky hai lekin agar ap k pass balance zeyada hai or knowledge b hai to ap ko zroor try krni chahiye gold trading lekin agar ap k pas knowledge ya balance me sy ek b cheez kam hai to try na kry.
        • #5 Collapse

          Bht achi suggestion di hy app ne bilkul forex main sab se ziada risky trade gold ki hoti hy or log is ko bht asan samajhtay hain ye bht expensive metal hy is lie is ki trade ka kuch pta ni chalta ager app gold per trading kerna chahtay hain to app pehle achi tarhan is ko analys ker lain phir is per trading krain takay app ko loss na ho
          • #6 Collapse

            no dear aysa nahi ha agar ap kay pass acha experience or knowledge ho to ap market mein bohat he achi earning kar sakty hein is liye kiyon kay forex mein gold aysa pair ha jis mein apki ek achi trad bohat he acha profit day sakti ha is liye is mein market ko analsics karna behtar ha
            • #7 Collapse

              Gold ki Trading Sirf Risky ni Bohat zayada Risky ha Bhai lekin agar aap ko Market ki samaj aur Gold ki Study aap k pas ha to phr aap k lye Risky ni ha q k Gold ma aap money management se chale to is ma Risk k sath sath Profit b ha
              Rimmy667
              • #8 Collapse

                Dear gold jitna kaha jaye is sy zyada risky hay gold par trading hamen bahut hi smjh k karni jo gi gold py ap ki choti si mistake ap ka account wash kara deta hay forex trading mein gold py sab sy zyada trading hoti hay is waja sy bhe risky hay aor gold ki market mein movment bahit tez hoti hay other pair ki nisbat is waja sy gold py zyada tar traders kam karty hain aor kam time mein axha profit bhe hasil karty hain
                • #9 Collapse

                  Yes dear member gold main apko jahan bohat acha profit milta hay wahan par rosk be bohat zeyda hota hay es lay gold par tradeing karny say pehly market ko achi tarha analysis karin qn kh gold eik bohat risky hony kay sath sath tez movement wali tradeing hay goldain tradeing ki movement bohat tez apki choti ci mistake apko bohat zeyda loss karwa sakti hy
                  All The Best Dear Friends
                  • #10 Collapse

                    agar hum gold par trade karna chahty hay to humary pass trading kay bary main knowledge acha hona chahiye kyun keh jab humary pass acha knowledge hota hay to he hum achi trading kar sakty hay aur humay esmain lalach bhi nahi karna chahiye kyun keh lalach main nuqsan ka khadsha hota hy
                    • #11 Collapse

                      Good trading easy nai ha gold trading boht hi mushkil ha kyun k gold me trading ke liye ap ka capital kafi high hona chahiye otherwise gold trading me loss hi hoga.
                      • #12 Collapse

                        G hann bht acjio information haii yeh waq e gold py yrading bht mushkil bhi aor riski bhi zaida haii bht sare mvers hold py trading krtyy heinn esy asan smjhty hein asan yh srf unky lia jinko eska kui knowledge ho mera mshvra haii gold py yrading jesa risik leny see pehly market ko analyaise krr lye markett kii movement kaa jaaiza lyn usky baad gold pay trading krein es ky lia demo account kii hlp lena bht achaa haii...
                        Mehnat Me Azmat hai
                        • #13 Collapse

                          Gold pa trading karny k leye 2 ahim chezo ka hona lazmi ha pihla big acount balance and dosra zyada experiwnce in ma sa ak chez bi agar hum minus karengy to gold pa trading karny ki soorat ma nuqsan sa humain koi nahi bacha sakta our agar ye dono chezain available ha to per gold pa trading karna mery hyal k mutabiq itna mushkil nahi ha thanks
                          • #14 Collapse

                            Re: Gold par trading krna riski ha.

                            forex mai gold mai trading karna risy hain agar hum new hain to hamy is mai kam nahi karna chahey hamy acha knowledge or experience hasial kar ky analysis ko use ar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy hum is mai live or sada urdu mai trading karty hain yai kabe be band na hony wala business hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Gold par trading krna riski ha.

                              gold aik risky pair hain agr ham new hain to hamy is par trading karny ka risky nahi lena chahey balky hamy best experience hasil kar ky is par kam karna chahey phrer hi ham loss sy bach sakty hain or acha profit hasil kar ky ham apni zarorto ko pora kar sakty hain forwex aik world wide business hian online ki dunya main yai king business hian

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X