Forex chornay kay baad dobara join karna
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex chornay kay baad dobara join karna
    Yahan per kaun sae log hain jo forex ko chornay kay baad dobara join ker letay hain jis sae unn ko bahut zayada financial lehaz sae nuqsaan hua ho aap ka working level kitna zayada aap ko nuqsaan dae sakta hai kaam karnay sae aap kya kuch aur kitna seekh saktay hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Agar aap mein sae koi forex ko join ker kay chor deta hai tou aisa hegaiz na karain iss sae aap kay aur forex kay dermayan aik gap create ho jata hai jis sae aap ko bahut zayada loss ho sakta hai aap iss ko aik tasalsul kay sath cintinue karain agar aap ko iss mein loss hota hai tou aik din faida bhi zaroor ho ga
    • #3 Collapse

      Ji bht se log aisay hain jo forex ko chorne main bht jaldbazi kertay hain or naad main pachtatay hain or kuch soch ker dobara phir is ko join kertay hain aisay ager app is ko constantly kertay rahain to app ne jitna time is ko leave kia us main app kitna kuch seekh saktay thay this is a big loss of a trader
      • #4 Collapse

        Haan jee boht ziada members hein jo forex trading mein loss hony k baad isko chor dety hein mager kuch arsay k baad woh phir isko join kr lety hein is tarah any jany se kuch hasil nahi hoga behter hai iska proper knowledge hasil krein experience bana k phir join krein tah k profit earn krein aur woh mistakes jo pehly hvi thein dobara repeat na krein.
        • #5 Collapse

          dear ye bhe bohat he acha ha agar ap forex ko chore dyty hein to ap is mein or mehnat kreen to ap is mein kamyab profit earn kar sakty hein or agai ap is mein behtar expereince kay sath acha profit earn kar sakty hein
          • #6 Collapse

            H g jo log loss ki waja se forex ko chor dte ha phr dobra forex me ate ha aion ko chye k forex ko learn kr k aiae jb tk forex ko learn ni kre ge aias waqat tk ham kamzab ni ho akte
            • #7 Collapse

              Many khud trading chor di thi q k mujy pofit nahi hota tha or jab b ho to mujy skrill dollars sell karny party thy jo k kai dafa agla banda ly k bhaag jata tha is liye me ny trading hi chor di lekin jab sy jazz cash me withdraw milta hai many phir start kar di hai.
              • #8 Collapse

                Dost mera account 2 dafa wash ho gya tha to main ne disheart ho kar forex ko chor dya tha lekin phir 4 maheny k bad dobara shuru kya aur ab main kafi mutmain hun is system se.
                Is business men earning k lye apko bohat sabar k sath kam karna ho ga to he ap kamyab ho sakty hain. Kabi b jald bazi mat karen aur lalach bachain warna ap bohat jaldi disheart ho kar business ko chor dain gay.
                 
                • #9 Collapse

                  Dost mera account 2 dafa wash ho gya tha to main ne disheart ho kar forex ko chor dya tha lekin phir 4 maheny k bad dobara shuru kya aur ab main kafi mutmain hun is system se.
                  Is business men earning k lye apko bohat sabar k sath kam karna ho ga to he ap kamyab ho sakty hain. Kabi b jald bazi mat karen aur lalach bachain warna ap bohat jaldi disheart ho kar business ko chor dain gay.
                   
                  • #10 Collapse

                    Mere khyaal se pehly baat to ye hai ke ager koi member Pakistan forex se jurr jata hai to wo ussy kabhi ni chor pata hai ku ke Pakistan forex deta hai unlimited profit aur aisa koi aur plate form ni de pata hai
                    • #11 Collapse

                      forex trading aik aisa business hay keh es business ko hum apny time kay mutabiq run kar sakty hay esko asani kay sath part time kay tor par asani say run kea ja sakta hay aur agar humary pass time na ho to jab bhi free ho to esko run kar kay acha profit bna sakty hay aur humay esmain focus bhi karna chahiye theak say
                      • #12 Collapse

                        bhai forex trading ko boht se log chor kar bhi jaty hain or pher dobar a bhi jaty hain laken sub ki wjah aik nahi hoti hai su ki alalg laga wjah hoti hai es liye aghr forex ko koi aik bar chorta hai tu osko chahye k aghr os ny dora osko join krna hai tu sari learning k bad he join karen ta k apko daobara chorny ki nobat na ay
                        • #13 Collapse

                          forex trading ak bahut acha online business hai us ko wo log chorta han jin ka pas knowledge aur skills ke kami hoti hai aur ziada kamana ka lalch hota hai forex trading main ham ko patience ka sath kam krna chaya agr ham mahnat aur patience sa kam kran ga tu kabhe bhe forex ko choran ga nea
                          • #14 Collapse

                            forex amn buhut say traders aysy han ju forex ku join kerty han loss kerty han dobara join kerty han laikin jub account wash jaisi situation face kerni perti ha tu trader ya paka choor jaty han ya buhut late login ker k trade kerty han.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              g han bhi jan is my bohet sy log asy hoty hn jo forex treaing my phli bar loss hony ki wajh sy i sko left kr daty hn to jb wo is k dobara join krty hn to wo is my zayda mahnet sy kam krty hn tak is daffa un ko ismy loss na ho.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X