December k end aor january k start mein trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    December k end aor january k start mein trading
    Dear jaisa k ap sab janty hain k december ki closing chal rahi hay aor january k first week tak market ki movment k bary mein kuch bhe decide nai kiya ja sakta main ye smjhta hon k december k first week aor january k start mein hamen trading nai karni chahiye ap ka is bary mein kya kheyal hay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G han dear brother apki bat thk hay hum ko December main tradeing nahi karni cahy agr apapki tradeing chal b rahi hay tonosko close karny ki koshah karin qn kh new year main market ki movement ko judge karna mushkal hay lehaza account ko safe karny kay tradeing karny say gorez karin
    All The Best Dear Friends
    • #3 Collapse

      December Kay end Mai aur new year ke start k baad kuch din k liye traders ko chaiye ke trading na he Karin tu ziada behtar rehta ha . Iss time per kafi markets k trends change ho rahy hotay hain aur trading b low volume k sath honay ke waja say kafi b yaqeeni Hoti hai , iss liye Maire khayal say iss time per trading nai karna he behtar rahy ga .
      • #4 Collapse

        humay trading karty rehna chahiye bs ziada mohtat honay ki zaroorat hoti hay year kay last aur new year kay start main aur humay stop loss kay bgair trade nahi karni chahiye kyun keh market main bohat ziada move aa sakti hay aur es waja say market main nuqsan bhi ho sakta hay esmain humay khoob mehnat bhi karni chahiye
        • #5 Collapse

          Dear friend gasa k december guzar giya hy aur as main market ki movement ka andaza lagana as ko analese karna moshkel tha asi tarah junvary main bhi market ko samaghna moshkek hh asi leye kam say kam trade opon karen
          • #6 Collapse

            sal k end hony or sal k start hony main thori boht molki halat main cahnging ati hain jis se wjah se hanazam main runing ho rahi hoti hai or es main kam karna ik risky amal hota hai es main jub ap trading karty hain en dinu main tu apko boht ahtiyat se karni hoti hai jis main ap apni trading ko lsos se baha skty hain
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              ek trah se to thkh k trading na krein kuin k market k utar chrao hota h to is wja se ho skta h k loss a jae dosra agr is tim p tradining ki jae ta k jo ek roten chl raeh h wso totne na pae to is klye best h k mohtat andaz mein trading ki jae t k kisi loss kasamna nakrna pare

              اب آن لائن

              Working...
              X