Khod ke thread per post karna kesa hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Khod ke thread per post karna kesa hai
    Khod ke thread per post karna chaye koun ke agr ap post per sahi aur information post karna chaty hein tu zarori hai ke ap karen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear hum forum per create kiye gay apnay thread per reply nhi ker saktay aor na hi thanks de saktay han is liye jab bhi thread create karay tu koshish karay kay jo bhi point discuss kerna hu osay mukammal explanation kay saat buyaan kerna chayi ta kay read kernay walay ko her tarha say samjh aa jaye aor kisi kisam ka koi shak-o-shoba na rahay.
    • #3 Collapse

      Khud kay thread par bhe post kr sakty ho. likan es kay lye ap ko wait krna hai. kyu k jo ap nay thread post kia hai. Phely ap forum members ki opinion ley. Es kay bad ap khud kay thread par post kr sakty ho. Tk forum members ko ap ki opinion bhe maloom ho.
      • #4 Collapse

        members of forex forum ju new thread forum pay post kerty han un per wu khud bhi reply ker skaty han or apna experience share ker sakty han. apny thread ku reply say bhi otna hi bonus member ku milta ha.
        • #5 Collapse

          Dear ap jo thread post kartay hen aur sath brief bhi kartay hen iss k bahd agar ap k mind koi achi reply ho tu zaroor post karni chahiay iss se members k knowlege men bhi izafa ho ga
          • #6 Collapse

            posts to ki ja saki hay apni threads par but humary pass aur bohat sary threads hoty hay humay chahiye keh un par posts karen kyun keh un par posts kar kay hum market main bohat acha bonus gain kar sakty hay aur humay chahiye keh acha acha knowledge share karen ta keh es say har koi faida utha saky aur kamyab ho saky
            • #7 Collapse

              Dear ap ne sahe kha hy post to kra skty hin mghr jo real me ja kr post karni whe se to knwoledge barta hy or post bhe she hote hy or is se khod ko bhe fayda hota hy dosro ko bhe forex humy bhot c baty smjhany me mdad gar sabt howa hy to is ley to ley humy bonus bhe she milta hy
              • #8 Collapse

                aghr ap apni thrdaes ka he rply krna hota hai tu apko apny account ki profile main jana hota hai jis main apko apni thareds mil jati hain jis ko open karny se apko ayse he page milta hai jesy k har thrdaes par milta hai ap asani se os main apna rply kar skty hain or es main koi masla bhi nahi hai ap apni he thardes ko rply dety hain yah mattr nahi krta hai
                • #9 Collapse

                  agr ap ny koi thread create kia hy to agr ap is pr post krna chahey to kr sakty h q k agr ap k thread ki kisi ko samjh na ayi hui to jo ap is ki post my reply kro gy wo sub k liay ik model ho ga jis ko dakhty huay sub apni apni ray ka izhar kry gy likn ap k thread forex treading k mutilk he hona chahey ta k ap kio is ka faida b ho .
                  • #10 Collapse

                    Pak forum k kuch terms and conditions hain jin par ham amal karty howay apni madad khud kar sakty hain taky hamara account band na ho apko pata hona chahiya k ham apni thread par koi reply nai karsakty na hi ham apni thread par koi thanks kar sakty hai. Ye sab 2 numbari mai shumar hota hai is forum par
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      bhai koi bi user apnay thread ka reply nahi ker sakta.ager koi user apnay hi thread ka reply kerta ha.to uski id is forum main ban ker di jati ha.is liya zarori ha.kay kabhi bi apnay thread ka reply na karain.or na hi kisi thread ka 2 bar reply karain.aesa kernay say apki id is forum main ban ho jay gy.or apki ki howi sari mahnet wast ho jay gy..

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X