markeet ka range main hona kia hota hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    markeet ka range main hona kia hota hay?
    dear ap main say koi bata sakta hay k markeet ka range main hona kia hota hay ?wo range main q hoti hay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear forex member kabhi kabhi aisa hota hai ki koi pair kafi din tak apni support aure resistant ke darmiyaan hi move karta hai maslan koi pai 40 se lekar 50 tak move karta hay to us mein trade lagaye ja sakti hai 40 pe buy aur 50 pe sell to isko kehte hain ki market range mein hai..
    THKS
    • #3 Collapse

      markwt ka rang ma hona yeh hota hai ky ap trading marker ko analysis kren ky market aik support and resistance ma he move kr rahi hai to is ko market ka rang krna kehty hain lehaza apko trading ma analysis krna bahot zeyada important smjhna chye forex trading market ma knowledge and experience use karte huye practical work kren
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        forex trading main market jub range main hoti hai tu market aik achy tredn ks ath support or resstance area main hoti hai jis se hum apni trading main acha profot eran akr skty hainq k jub tak hmain market ki achai trah se smhjh nahi a ajti hai tu hum apni trading main kbhi bhi kamyb tradin nahi kar skty hain or na he hmain acha proft milta hai

        اب آن لائن

        Working...
        X