Kiya trade laganay k liay mind ka bilkul fresh hona zaroori hey??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kiya trade laganay k liay mind ka bilkul fresh hona zaroori hey??
    Merey khayal men trade lagatay waqt ap ka mind bilkul fresh hona zaroori hey kiun k agar banday ko koi aur tension mind men ho tu woh ghalat trade bhi laga sakta hey jiss ka bahut zyada loss ho sakta hey
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G bahi trading kay liye mind ka fresh huna bhot hi zarori hay kiun kay forex trading aik bhot hi risky business hay aor ager hum relax mood ma trading nhi karay gay tu pher hamari trading ma profit ki bajaye loss ka khatra zeyada huta hay is liye jab bhi trading karay tu hamesha freash aor relax mind say kerna chayi ta kay hum maximum profit kama sakay.
    • #3 Collapse

      Bilkul mind ka fresh hona bhut he zarori ha jinab ku jab ap ka mind fresh ho ga koi tension nah ho ge tb he ap market ki movements ko achi tra sa analyze kar sakeen ga. Mind fresh na ho tu aksar insan sa ghlati ho he jate ha lehaza fresh aur cool mind k satg bilkul aram sookn aur taslee karty howy trade lagain. Shukriya
      • #4 Collapse

        Dear aap ki baat bilkul thek hay k aap kohi be kam karan kohi be bussniss karan us main ager aap freash ho kar kam karan gay tu us result bhot aacha ho ga same issi tarha instaforex trading main ager aap tension main trade karan gay tu aap k laya aacha decsion lana bhot mushkal ho jata hay
        • #5 Collapse

          Assalamualaikum Mere bhaijaan bilkul aapne thik kaha hai kaha trade open karne se pehle aapka mind bilkul fresh hona chahiye aur aapko market ka achi Tarah Se intazar hona chahiye market karo jaan kis taraf hai aap ko Maloom hona chahiye restrained hai ya bullish trend hai yeh bhi aap ko achi Tarah Se Maloom hona chahiye main aap kis baat karta hoon ke Forex trading main aapko and liabilities workout karna chahiye consistency and reliability is very important in Forex trading aap ko fresh mind ke sath trading planning Karni chahiye
          • #6 Collapse

            yes ye bat bilkul theek ha k trader ka mind fresh honna chahye trading k liye. ager trader ka mind fresh nae hu ga or trader kisi stress man hu ga tu oc ku earning kis tarhan hu gi sahi analysis nae ker pay ga trader.
            • #7 Collapse

              Trade krnay kay lye mind ka fresh hona bohat zaroori hai. l,ikkan es kay sath ap ko market mai trade krnay kay lye strategy bhe bana hai. kyu k begar strategy kay ap trade nahi kr sakty. Forex market mai trade krnay kay lye fresh mind aur market ki strategy ka hona bohat zaroori hai. Tou ap kamyab trade kr sakty ho.
              • #8 Collapse

                g bikul jb bi hum trading krny bthy to humy chahy ky hum fresh mind hn koi tenshion na ho ksi qism ki bilkul fresh mind hona cahy agr tenshion to trade nhi krni chay kio agr ap tenshion mn hngy to trade tkh nhi lgy gi or hmy loss hoga is liy hmy jb bi trade krni ho to fresh mind hona chahy kio analys krna bht zrori hota hy jb tk fresh na hngy to bhtr analys nhi kr skyn gy or loss hoga
                • #9 Collapse

                  g han bhai forex trading main during trading hmara mind fresh hona zarori hai qk hmain apni trading main apna mind full trading market par dena hota hai or jub tak hmra mind reesh nahi hota hai hum tab tak apni trdaing achi kar he nahi skty hain tu apko chahye k ap apni trading main fresh mind ho tab trading karen upset mind se kbhi bhi trading entry na len apko lsos ho skta hai
                  • #10 Collapse

                    G bahi her kam hamra mind he to set karta hy. As ley koi b kam start karny ay phely apny mind ko her tene say free kar k mind fresh rakhna chay. Ta k hum fresh mind say koi Acha sa step lay k koi achi trade select kar sakain aur sai earning lay sakain.
                     
                    • #11 Collapse

                      G bahi her kam hamra mind he to set karta hy. As ley koi b kam start karny ay phely apny mind ko her tene say free kar k mind fresh rakhna chay. Ta k hum fresh mind say koi Acha sa step lay k koi achi trade select kar sakain aur sai earning lay sakain.
                       
                      • #12 Collapse

                        Jab bhi trade open karni ho mind ka frish hona zaroori hy kiok agr mind frish nhi ho ga tu trading mein koi mistake hoti hy js se account bhi wash ho sakta hy kiok profitable trading k liye mind ka frish hona zaroori hy tab hi achi trading kar k acha profit earn kar saktay han
                        • #13 Collapse

                          Re: Kiya trade laganay k liay mind ka bilkul fresh hona zaroori hey??

                          g han forex mai trade lagany ky liye hamra mind fresh hona chahey pher he hum sahe sy kam kar saky gy forex aik asa business hain jis mai hum learning ky sat earning be hasial kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain is mai dunya ky bary bary mumalik sahmil hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Kiya trade laganay k liay mind ka bilkul fresh hona zaroori hey??

                            yes brother trade karny say pehly ap ka mind fresh hona bohut he zrori hai iss main kisi qism ki koi confusion aur tention nahi honi chaheay jiss say ap i trade galt ho jay trade lgany say pehly ap ko loss ka dar bhi nahi hona chheay pory confidence say ap ko trade lgani chheay aur ager sl bhi lag jay tu phir bhei ap ko fiker nahi krni chheay kyon k ye businesss ka hisa ha ye hbi sath sath hona hota ha.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kiya trade laganay k liay mind ka bilkul fresh hona zaroori hey??

                              agar hum forex mai trade lagana chatey hain to hamara mind bilkul fresh hona chahey q ky agar hum kise stress mai aa kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga or is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik international business hain hum is mai investment be kar sakty hain or hum is mai trading be kar sakty hain yai aik real business hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X