Profit killer

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Profit killer
    Kiya ap ko pata hai ky ap ka profit killer kiya hai?
    1. Big lot size.
    2. Jald bazi.
    3. Lalach.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    3eno he hain, jis ma lalach pehly No pa he ku jb insan lalch karta ha tu jaldbazi a he jati ha aur pher loss pakka hota ha agr kisi jaga profit ho bh tu bh loss he samjha jai ku ka. Rahe bat big lot ki tu lagani tu nah chaheee big lots bna experience aur correct statistics ka. Agar ap well experienced hon market statistics up down movements ko achi tara analysis kar sakenn tabi big lots laga len. Warna tu na he lagain start thory sa he lan tu bht bhter ha. Thanks
    • #3 Collapse

      G Hn Dosto forex trading ma aisy bht sy reason hy jis ki wja sy ap ko profit ni ho pata or ap ko loss ho jta hy jis ma sb sy bry reason ma ap ka bri lot ko lgana hy or trade ko bina sochy smjhy jald bazi ma lga dyna or forex trading ma lalch kr jna trade na loss ka sbab banti hy
      • #4 Collapse

        Ap ny sahi kaha hai ye 3 cheezy loss ka sabab banti hai agar ap in sy bachy rahy gy to ap ki trading din ba din achi hoti rahy gi jab b ap trading karny k liye maraket ko open kary to in teen cheezo ko jitna ho saky avoid kary.
        • #5 Collapse

          g apny achi bat btai hy ye chzn pr jb tk hum cntrole nhi krn gy tb tk hmra profit kill hota rhy ga in chzn sy hum apny acount ko wash hony sy bcha skty hn in chezo ko cntrol rkhna chay or hmy lot size ka khyl rkhna chahy kio ky bri lot sy bht jld apka acount wash ho skta hy is liy zrori hhy ky in baton ki trf twjo dn or inka khas khyl rkhn
          • #6 Collapse

            Waisy aap ne bata diya hai,aur hum janty hein trading mein profit killer kon si reasons hein aik tu trading mein bari lot size use na krein woh risky hoti hai dosra jald baazi mein trade nahi krni chahiye kionkeh profit wali trade bhi loss mein chali jati hai aur tesri baat ziada profit k lalach mein trade ziada dair open na krein.
            • #7 Collapse

              Ye 3no hi profit killer hain humain lot size humesha apne account k mutabiq hi lagani chahiye lot size ager bara ho ga to loss bhi ziada ho ga trade lagatay huay kabhi bhi jaldbazi se kaam na lain balkay market ko achi tarhan watch ker k trade lagain or lalach to he hi forex ka sab se bara dushman is lie humesha trading k doran lalach ko bilkul bhi zahan main na anay dain
              • #8 Collapse

                Lalach ap ke profit ki dushman hai aur lalach ko kbi bhi kbod main na samny den koun ke lalach se ap apni sari mehnat per pani pehr lein gy is ley is se jitna bhi ho saky khod bacha jay. Profit killer aur bhi hein is ley khod main yeh sb smjhny ki koshsh jari rakhein
                • #9 Collapse

                  You are right brother. Waqai yeh teenon profit ko loss main tabdeel ker dety hain. Trade profit main chal rhi hoti hey usy close kerna chaey leken lalach ki wajhan se loss main chali jati hey. Same beri lot bhi kem capital amount per loss kerti hain.
                  • #10 Collapse

                    Dear apki baat bilkul teek hay kiun kay aksar hum big lot size is liye use kertay han kay humay jaldi aor bhot Sara profit earn hu jaye laiken bari lot size ka istemaal hamesha nuqsaan deh sabit huti hay aor dosri cheez laluch hay jo humay kehien ka nhi chorti is liye laluch forex trading ma bilkul bhi nhi kerni chayi aor tesri baat jald bazi jis ki waja say aksar hum say mistakes hu jati hay aor jahan humnay buy kerna huta hay wahan hum say sell ka order place hu jata hay is liye hamesha sabar kay saat trading kiya karay.
                    • #11 Collapse

                      No doubt k forex man lalach or beri lot size k use say trader ku loss hi hota ha. trader kabhi bhi jald baazi na kery forex market kahain nae jatti aram say analysis k baad hi trade keryun stable market hi earning daiti ha fast market tu loss daiti ha trader ku.
                      • #12 Collapse

                        ji han bilkul pata hay ye 3no cheezain e profit ko kill karti hain. in 3no cheezon sy bandy ko bachna chahiye. na e lalach karna chahiye k bary sy bary profit ko uthany ki aur na e jald bazi kar dain k falan cheez ki markete up ya down ja rahi hay to up ya down e jaye gi wo yak dum change bhi ho skti hy aur bary lot ki trade to karni e nai chahiye.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Profit killer

                          forex mai jo log kam karty howe lalch or emotions ko qabo mai nahi rakty ya bager learning ky kam karty hain to unhy loss hota hain or is mai maket ka koi qasur nahi hota forex aik asa business hain jis mai hum learning ky sat earning be hasial kar sakty hain yai kabe be band na hony wala international business hain is mai lalach profit killer hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X