Loss pe morale down na kren
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss pe morale down na kren
    Dear forex members profit aur loss trading business ka hissa hai lehaza agr ap ko kabhi loss ho to apna morale down na kren balkey apni loss ki waja talash kren aur phr is ko solve kren aur dobara is mistake ko repeat na kren. Koshish kren pehle trading ko learn kren phr trading start kren ta k apko faida ho.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear ap dunya mai koi bi business ker ly ager tu wo halal hy tu lazmi ap ko us mai loss ka samna kerna perta hy koi bari bat nahi hy loss ka ho jana loss ap ko hamesha kam mai hota hy or business mai ap ko loss kam or profit ziyada hota hy jis ki waja sy og business ko ziyada ehmiyat dyty hy is liya forex mai bi loss kam or profit ziyada hota hy yi bi ik business hy ap ager is ko seekh ker kerty hy tu bi ap mazeed acha result mily ga.
    • #3 Collapse

      G Hn Dosto forex trading ma agr ap ko kbi loss ho jy to ap ko os loss ki wja sy apna morale down ni krna chy or na he loss sy emitional hona chy agr ap aisa kry gy to ap jld trading ko chor jy gy Dosto forex trading ma jb b loss ho ap ko wja talash krni chy k knsi galti sy loss hua or os galti ko dhoor krna chy
      • #4 Collapse

        Profit aur loss tu ani jani chez ha har ni manni chahe kabhi bh. Determinant ho kar practice karenn experience gain kareen aur choti lots sa start la. Lalach aur jaldbazi sa mukamal gurez kerrn
        • #5 Collapse

          Dear brothers forex trading aik business hey aur business men men kabi kabi loss bhi hota hey aur uss loss ki waja se log bahot kuch seekhtay hen aur phir pahlay se acha kam kartay hen aur phir kamyabi milti hey
          • #6 Collapse

            Jab b apko loss ho to apko chahiye k ap apni galti ko note kary or dobara trading start kay ek naye jazby k sath agar ap himmat har jaye gy to dobara trading start karny par b apko loss hi ho ga is liye mistakes sy seekhy na k himmat hary.
            • #7 Collapse

              Loss per moral down hona aik maturely bat hai aur loss per moral ko up rakhna aik best trader ka saboot deta hai is ley kbi bhi khod tu mayoos na hony den aur is bat per yaqeen rakhein ke sbi din aik jeay nai hoty aur har mushkil ke bad aik asani ati hai
              • #8 Collapse

                buhut say traders bulkay yun keh layn k forex man 80 percent trader first loss pay hi market ku choor dyty han 5 percent trader second loss pay or 5 percent 3rd loss pay baki 10 percent lagay rehty han jub tuk profit man na aa jayn.
                • #9 Collapse

                  Loss hona par bhe morale ko down na kray. kyu k forex market mai profit aur loss hota hai. Ap koshish kray k ap ki strategy behatr ho. tk ap market mai regular trade kray aur planning kray. jis kay bad ap ko kamyabi ho gy. Aur ap es market mai profit bhe earn kr sakty ho.
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss pe morale down na kren

                    forex mai kam karty howe jab hum kloi galti kar dety hain to hamy loss ho jata hain or is mai market ka koi qasur nahi hota loss ky bad hamy thence nahi hona chahey hamy saber karna chahey or next time apne galtiyo py gur karty howe kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy or market mai run kar saky gy yai aik legal business hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss pe morale down na kren

                      loss jab karty hain to is main moraldown nai karna chahiye kun kay jab b hum market main kam karty hain to is main kbhi profit hota hay ya kbhi loss hota hay so is main agr prysahn hoty hain or loss ko ly kar hyper ho jaty hain to trade kabhi profitably nai hoti hay humain low risk say trade ko start karna best hota hay
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss pe morale down na kren

                        forex mai jab hum kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jy ga or is mai market ka koi qasur nahi hota forex aik real or kabe be band na hony wala international or legal business hain hamy is mai apne mistakes ko avoid kar ky kam karna chahey pher he hum loss ko avoid kar saky gy
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss pe morale down na kren

                          Ji apki baat 100% durast hai hamy chahiya k ham ziada say ziada is baat par tawaja dain k hamy jo bhi loss hu raha hai akhir uski waja kia hai aur loss par hamy himat nai harni cahahiya balky hamy sabaq sikhna chahiya k akhir hamy loss kiyon huwa yahi achy trader ki nishani hai wo kabhi bhi himat nai harta
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss pe morale down na kren

                            Loss per morale down nahi kerna chahye. balkay usi time us ko bhula ker trader ko nai trading shoro ker deni chahye. que kay ager trader market main honay walay loss ko hi lay ker sochta rahay ga aur us kay gham main rahay ga to wo kabi bhi dobara forex trading main profitable trading nahi ker sakta. pehlay loss ko bhala ker new trading main profit earn honay ka jazba hona chahye.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X