Lalch krna sa kya nuqsan hota hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    bhai jan trading me agar ap lalach karte hon to ap ko is ka bohat bara nuksaan ho sakta he agar ap new koi big trade lagai hui he to ap ko chahiye k ap lalach se yani greed se bach kar raho agar ap lalach karte ho to ho sakta he k ap ko profit ki jagha loss ho jay to ap ka trading se dil hi uth jay to yad rahe trading me koi lalach nai karni.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      لالچ بہت ہی بری چیز ہوتی ہے آپ کو اس سے پرہیز کرنا چاہیے اور فوریکس ٹریڈنگ میں تو بالکل بھی نہیں کرنی چاہیے بریسٹ ڈنگ میں لالچ کا مطلب خودکشی ہوتا ہے اس لئے لالچ سے دور ہی رہیں تو اچھا ہے
      • #18 Collapse

        forex ka business trader ku jaiz or oc ki expectation say bhi zyada profit day sakta ha laikin ic man trader ku wait kerna hota ha lalach or besberi say trader ku hamesha loss hota ha forex man earning nae hoti.
        • #19 Collapse

          Lalach ka srif nuskan he nuskan hai. Ap nay jab bhe lalach ki tou ap ko nuskan he ho gy. Ap nay market mai trade krna hai. tou phr ap nay lalach nahi krna. Begar lalach kay trade krna hai. jis say ap ko market mai earning ho gy. Ap nay lalach nahi krna ap nay kam earning kr ley. Lalach na kray.
          • #20 Collapse

            laluch krnay sa hamesha nuksaan hi hota ha hamen kbhi bi laluch ni kerna chiya aor kosish kerni chaiya k apnay laluch ko control kren aor apnay experience ko use kren aor apnay knowledge istmal kren jis sa hum apnay honay wlay nuksaan sa bach sktay han.
            • #21 Collapse

              Laluch kerna trading main boht hi bad habbit hay. kuch log trading without strategy kertay hain aur wo apnay trading ka asool banatay nahi hain aur wo laluch ka zyada shikar hotay hain. que kay un ka pas koe information hoti nahi hay aur profit wali trade ko hold kertay hain aur loss wali ko jaldi close ker kay detay hain. aur kuch der bad pata chalta hay kay jo loss main thi ager close na ki hoti to wo profit main chali jani thi aur jo zayada profit kay liye hold ki wo trade ab loss main chali gai.
              • #22 Collapse

                lalch karney se insan thodey se bi hath dho beht ta hain kisi bi business mein lalch nahi karni chiaye humesha apni knowlege or experince k bina par work karnaa chiye suchi lagan k sath
                • #23 Collapse

                  g haam bhai jan ap ne thek hi kaha hai kee lalach karne se ham ko as main siraf loss hi hota hota hai q k lalach aik bory bala hai aor greedham ko kabhi bhi nahi karna cahaiy hai thek hai bhai jaan
                  • #24 Collapse

                    Lalach karny se humey he noksan hota hai q kay agar hum thora se profit earn karty hai to phir humey lalach ati hai or hum benah sochy samjy trade kar dety hai jas ka humey he nuksan hota hai or hum loss be karty hai.is leya humey lalach nahi karu cheya or soch samj kar trade ko use karna cheya.
                    • #25 Collapse

                      Re: Lalch krna sa kya nuqsan hota hai?

                      lalach buri bala ha.khas tor par forex mein lalach isnan ko khi ka ni chorta hia .jo log is mein lalach krta hin wo aksar apna loss kr jata hian.forex mn lalach krna ka sab sa bara nuqsan ya ha k is mein lalach krna sa ap ka sabkuc zaya ho sakta hai.ager apna zyada profit ki lalach mein a kr apna sub kuch invest kr dia or trading mein loss ho gya to ap ka sub kuch waste ho jata hain so lalach sa bacha chaiya.
                      • #26 Collapse

                        Re: Lalch krna sa kya nuqsan hota hai?

                        DEAR main ap ki bat se ihmat hon aor ham as main agar lalach kare gee tu ho sakta hai kee bohat jald hamra account wsh ho jay q k lalach bory bala hai greed is a curse ham agar koi bi busniess kare khas tur par forex main ham greed na kare q k gorex trading main wo hi kamyab hai jo as main jald bazi lalach nahi karta aor jo sabar mihnat se as main kam kare aor hamen as main har wakat aik dosare ka madad karna chahiy q k jo madada karta hai us ka bi koi madad karta hai as liy hamen as main dosaron ko as kee bare ,main experience share kare tu hi ham as main kamyab ho sake gee aor hamen chahiy hai kee ham as main ache se kam karte rahe kai bi har na mane tu hi ham as main kamyab ho sake gee aor hamen as main loss se darna chahiy agar ham as main loss se dare gee tu ham as main kabi bi kamyab nahi ho sake gee as liy hamen as main greed nahi karna chahiy ham sab ko greed se bchna chahiy tu hi ham as main kamyab ho sake gee
                        • #27 Collapse

                          Re: Lalch krna sa kya nuqsan hota hai?

                          dear friend jub hm lalch kren gy tu hm trade open karny mn jadli kren aur ziyada sy ziyada profit kliay lot size ziyada use kren gy aisy karny par agar hm trade loss mn cahli jay tu hmara bahot ziyada nuqsaa ho ajy ga esi liya lalach nh honi cahiya kald bazi bhi nh karni cahiya
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #28 Collapse

                            Re: Lalch krna sa kya nuqsan hota hai?

                            Jio sharab mein bilkul Hi Sahi kaha hai ki Lal Akshar mein bahut nuksan hota hai agar Hamein Lalu Se Bachana hai tu hamesha main Jyada Se Jyada mehnat Karni Hogi Jo Insan mehnat karne ki koshish Karta Hai Wohi Kamyab jata hai isliye Agar Hamein kam hai abhi chahiye to Hamein bilkul achi nahi karna chahiye Sabar se kam karna chahiye aur imaandari say Inshallah Tala Ham Pakistani Fox Business mein Kamyab Ho Jayenge

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X