hello dear aik din jab main post karta houn aur uss din like milty hain aur gnexy day ko wo phir jitny pehly hoty thy utny he ho jaty han ye kia waja hai ham itni mehnta k sath posting karty hain mere sath asa 3 dfa ho chuka hai aur meri kuch post bhe uncount ho gai hai app k sath bhe asa hota hai ya nahi please zror btain main bohut tention main houn.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим