Account ka wash hona forex trading ka hissa hy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Account ka wash hona forex trading ka hissa hy
    ​Dear forum members forex trading main account ka wash hona koi badi bat ni ye to chalta rehta hy forex market ko 100 percent koi bh predict ni ker sakta, forex market main bady bady expert bh loss kha jaty hn aur account wash kra baithty hn, is liy ager account wash ho jai to disheart ni hona chay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Account wash hona beri baat nhen yeh hota rehta hey han is se jo ziada takleef deh baat hey woh hey apni is mistake se sebiq hasil na kerna. Jeb bhi koi strategy mistake ho usko lazmi cover kerain aor dobara aisi ghati na hony dain.
    • #3 Collapse

      Aksar dekha hai kay traders kay forex mein account wash ho jatay hain lakin iss sae perashan nahin hona chahyea balkay aap ko koshish karni chahyea kay jis wajah sae aap ka account wash hua hai uss ko khatam karnay ki koshish karain ta kay dobara aisa na ho aur aap ko trading sae faida ho
      • #4 Collapse

        Bilkul dear ya forex ka aik hisa hai aj tak q be trader asa nai hai jis ka account wash na hwa lekin bhout se traders apna bhout profit gain kar ke loss mein jate hain aur kuch bagair profit gain kiye hwe ya ap ke knowledge py depend karta hai ke ap forex ko kitna jatne hain
        • #5 Collapse

          bohat acha sawal ha ager hamraa account wash hotaa ha to per wo hamari apni mistake hotee ha q ka hum sa hum big mistake hotee ha jis ke wajaa sa hamara account wash ho jataa ha laken ya be forex trading ka ak part ha to es tara to hotaa ha es taraa ka kamoo ma..............
          • #6 Collapse

            Boss app ki baat theek hy our khuch members haen jin k account wash hoey haen wo us maen khuxh himat har gaey our forex ko choor gaey haen lekin profit our loss her business ka hisa hy us maen nuksaan pay us ko nahe chorna chajy
            • #7 Collapse

              Forex trading ke market bohot he complicated aur un predictable market ha. iss liye iss mai new staters ko aur even expeirnced traders ko loss hona aur account ka wash ho jana koi ajeeb baat nai hai aur sab kay sath start mai yahi hota hai . iss liye traders ko chiye ke woh iss satuation say ziada disappoint na hon aur apni learning jari rakhin.
              • #8 Collapse

                Gee haan bhai aap nay theek kaha hai forex mein aisa hota lakin kuch log iss baat sae perashan ho jatay hain aur forex mein loss honay per dilbardashta ho jatay hain jis ki wajah sae woh trading chor detay hain aur aisa nahin karna chahyea aap easy ho ker iss mein trade karain
                • #9 Collapse

                  G friend ap bilkul thk kah rahy k account ka wash hona forex trading ka hi hisa ha ya toh forex ma hota rahta ha humy khabrany ki koi zarurat ni ha humy chaya k hum apni mistakes ko improve kary ta k hum kamyab Kar sakhy
                  • #10 Collapse

                    Brother agr hamare pass trading knowledge kam ho to hamen trading kerni he ni chahiey jab tak acha balance jama ni ho jata aur knowledge hasil ni ho jata. Lehaza no need to trade on anything util you learn it. Mujhe bohat afsos hota hai un logon pe jo lalach me aa k bagair kisi trading knowledge k trading start ker detey hain aur apna account wash kra detey hain. Lehaza greed se bachen aur knowledge pe trust kren.
                    • #11 Collapse

                      account ku safe and secure rekhna trader k apnay hath man hota ha. ager trader zyada earning ki lalch shuru ker say tu ic kisum ki situation daikhny ku milti ha jis man trader ki equity bilkul khatum hu jatti ha.
                      • #12 Collapse

                        ACCOUNT KA WASH HONA
                        Dear account wash hona waqai koi bari baat nahi hai. Par agr hm thori c nazar rakhain aur situation ko dekh kr trade lgayn to I think account wash honay ni nobat nahi aati.

                        .
                        Per agar phr b kuch wajohaaat ni wajah se ya unluckily ap ka account wash ho jata hai to preshan na hun aur apne hoslay ko dobara se zinda kr k zero ,zero se shuro ho jain . aik din app lazmi success hasil karain gay.
                        • #13 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Star401 پيغام ديکھيے
                          ​Dear forum members forex trading main account ka wash hona koi badi bat ni ye to chalta rehta hy forex market ko 100 percent koi bh predict ni ker sakta, forex market main bady bady expert bh loss kha jaty hn aur account wash kra baithty hn, is liy ager account wash ho jai to disheart ni hona chay
                          account ka wash hona beshak forex trading ka ak hissa hai or forex me loss hona koi bari bat nai hai k ap ko chahye k ap bss apni trading par focus kren or ziada se ziada learn kren or experience gain kren or apni mistake se lesson len or future me ignore kren.
                          • #14 Collapse

                            Re: Account ka wash hona forex trading ka hissa hy

                            forex mai kam karty howe jab hum galtiya kar dety hain ya hamar deposit km ho jata hain to hamara account wash ho jata hain or is mai market ka koi qasur mai lakin hum is loss ko cover nahi kar sakty hamy ache learning hasial kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha bonus earn kar saky gy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Account ka wash hona forex trading ka hissa hy

                              forex mai jab hum kam karty howe koi galti kar dety hain ya hum market ky kise rule ko ignore kar dety hain to hamy loss ho jata hain lakin is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex trading aik aam job ke nisbat bohat ache job hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X