Gaps (Window)

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gaps (Window)
    Jeb bhi market holiday key baad open hoti hey to woh aik gap se open hoti hey yani uski jo previous clise price hoti hey usky aor open price key dermian gap hota hey. Is gap ko WINDOW kehty hain.
    Jeb bhi yeh gap paida ho jaey to akser market ka trend bhi usi simat ko hota hey. Ager buy ko open hoi hey to market price buy ke terf move kery gi.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Gee haan brother aap nay theek kaha hai weekend kay baad market gap sae open hoti hai aur woh apna trend bhi change ker leti hai lakin market apna gap aik dafa zaroor cover karti hai yani jitnay gap sae woh open hui woh aik martaba last closing point ko touch zaroor karay gi tou aap uss hisab sae trade kaga saktay hain
    • #3 Collapse

      Gee haan brother jab bhi market kisi holiday kay baad open hoti hai tou uss mein aik gap zaroor ata hai iss lye kehtay hain kay holiday sae pahele aap trade ko close ker lya karain ta kay aap ka loss na ho kyun kay jab market gap kay sath open hoti hai tou woh apna trend bhi change ker leti hai jis sae marlket aap ki trade kay opposite ja sakti hai
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Gaps (Window)

        forex market main bohat baar aisa bhi huwa hay keh gap aa jata hay fundamental news ki waja say bhi market main unsual gap aa jata hay aur humay chahiye keh mohtat reh kar trade karen take profit aur stop loss ko apni trading ka hissa bna lain kyun keh es trha humari trading bohat achi aur safe ho sakti hay

        اب آن لائن

        Working...
        X