Lalach krny sy kia nuqsan ho sakta hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Lalach krny sy kia nuqsan ho sakta hai?
    Dears forex traders forex mai lalach krny sy kis nuqsan ho sakta hai:1f625:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Lalach traders key profit aur investment par effect kar sakta hay, traders profit asani se earn kar lety hey agar greed ko avoid kar dia jaye to ye profit mehfooz reh sakta hay otherwise greed karny ki waja se profit key sath investment me be loss ho sakta hay.
    • #3 Collapse

      bohat acha sawal ha ager hum ko apna account ko safe rakna ha to per humko chaheya ka hum lot of hard work karna start karda laken ager hum greed karta ha to per hamara account ko wash hona ka khatara ha esleya humko lalach nhi karna chaheya warna hamara account wash ho jaya ga.............
      • #4 Collapse

        لالچ کرنے سے نقصان ہوسکتا ہے نہیں لالچ سے ضرور نقصان ہوتا ہے اس لیے آپ لالچ سے پرہیز کیا کریں اور کوشش کیا کریں کہ سوچ سمجھ کے اور دیکھ بھال کے ٹریڈ اوپن کیا کریں اور لالچ میں لگائی گئی ٹریڈ نقصان کا باعث بنتی ہے
        • #5 Collapse

          Forex trading business mein lalach se jtna ziada loss hota hy aur kise waja se nhi hota hy lalach se ap ka profit aur balance sab kuch khtam ho jata hy kiok agr hum lalach mein trade open kartay han tu tu koi mistake hoti hy js se account hi wash ho jata hy agr hum ne forex trading business mein kaamyaab hona hy aur profit earn karna hy tu lalach se bach kar trading karna ho gi
          • #6 Collapse

            GREED IN TRADING.
            Dear lalach trading main buhat buried cheez hai. Is k buhat khofnaak ntayj hain. Lehza hmain aik profit ka target elect kr k us hisaab se chalna chiay.
            .
            Agr hm zayda profit ka lalach krain gay to hmain is sorat main loss bhi ho skta hai.
             
            • #7 Collapse

              GREED IN TRADING.
              Dear lalach trading main buhat buried cheez hai. Is k buhat khofnaak ntayj hain. Lehza hmain aik profit ka target elect kr k us hisaab se chalna chiay.
              .
              Agr hm zayda profit ka lalach krain gay to hmain is sorat main loss bhi ho skta hai.
               
              • #8 Collapse

                Bhout he acha question hai forex dunya ka aik bhout best business hai lekin ya utna he risky be hai ager is mein ap lalach kare gy tu ap ko is mein loss ho ga is liye forex mein apko apne emotion ko control mein rhkna ho ga tab ap is mein success trading kar sakte hain
                • #9 Collapse

                  Dear friends ye ek risky business hai lalach karny say nuksan ya hota hai ka lose he lose Ho jay ga. Lalach kabi be nahi karna kio k ya online business hai
                  • #10 Collapse

                    my dear business chahe forex trading ho ya koi bi lalach ka end hmesha loss he hota hai aur forex trading ek risky kaam hai is men lalach kr k nuqsan krny se better yhe hai k aap mehnat kr lo thori aur khud ko successful bnao aur lalach k mutaliq sochna chor do wesy bi lalach ka nuqsan na khatm hone wala nuqsan hai.
                    • #11 Collapse

                      Dosto forex trading ma hmain lalch sy bachna chy Kiun k ye hmain bht nuksan dy skti hy hm trading ma lalch es ly krty hy tak hm acha profit bna skhy or bri lot ki trading krny lgty hy jis sy hmain aik din bra loss hota hy or hmara account wash ho jta hy
                      • #12 Collapse

                        Acha swal hai apka lalach bht buri bala hai aksar aoqaat ham log jb trade LGA daitay hain us k bad wohi trade frofit mai chalti hai to hm aor ziada profit k chakar mai hath mai aya hoa profit b loss kr jatay hain ham tb hi kamyaab ho saktay hain jb hmara selected profit target pora ho jaye hm trade close kar dain ziada lalach mai na jaein warna nuqsaan hone ka andaisha hai
                        • #13 Collapse

                          Assalam alaikum dear lalch sa ap ko hamasha lose he hota hai kabhe bhe ham ko lalch sa profit nea hota hai kiun lalch buri bla hai us sa ham ko bach ka rahna chaya
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Lalach krny sy kia nuqsan ho sakta hai?

                            jab hum lalach kar kay kam karty hain to is main koi faida nai hota hay humain muksan hi hota hay kun kay market main agr hard work kar kay kam karty hain trade karna kafi acha ho sakta hay demo ko use karty hain to demo main trade ko sikh kar active ho kar humain practice say forex main trade ko place karna ho ga

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X