Greed mean lalach
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Greed mean lalach
    Agar app ek kamyab tajir banna chaty hain tu is mai lalach sab say bari rokawat hai apko greed par kabok panay ki zarorat hogi lalach asy jazbat hain jo trading mai sarmayakari mai aaham kirdar ada karty hain new traders aur un k account lalach ki waja say mutasir hoty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Jab bhi kisi point per apko as per selected target profit hasil ho raha ho tou apny target ko increase mat kerain warna hasil shuda profit bhi loss main badal jaey ga so agar kisi trade main apny tp select ki hui hai aur market apki tp ki taraf ja rehi hai tou ap tp ko bar bar adjust kerny ki bajaey same tp hit hony dain warna market sl ki taraf chalna shoru ker deti hai
    • #3 Collapse

      Dear friend forex trading main ap kam kar rahen hain aur gab bhi ao k andar lalach paida hoga ap ki kameyabi khatam hona shori ho gay gi qu k lalach main kabhi bhi insan kameyab nahi howa hy yeh aj bory bala hh as say bacho
      • #4 Collapse

        Bhai Jan dono ka matlab aik hi hey forex trading men lalach karna loss men janay k barabr hey aur lalach hamesha buri cheez hoti hey
        • #5 Collapse

          G forx mrmberz taqreebn hr post mn hi humy bar bar btaya gya jai ky greed na krein jis ko chez ko bar bar rewise kia jaae to waw e wo bohat important hoti es post mn greed ko urdu mn laalch hi kehty jein aor esky sides effect bhtbhii zaida haii greed se hum apna subkuch dawo py lgaa dety hrin aor zruri nahii ky dawo py lgaai kii hr cheez waps aa sktii hain eslia tmam members honestly kaam krein.
          Mehnat Me Azmat hai
          • #6 Collapse

            bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa ahci earning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum lot of hard work karna start karda laken ager hum hard work karta ha to per hum ko greed sa door ranaa hoga to per hum ko achi earning ho saktee ha warna hum ko loss he hoga esleya hum ko kabi be greed nhi karni hoge.............
            • #7 Collapse

              Re: Greed mean lalach

              forex mai jab hum kam karty hain to hamy bonus milta hain lakin kuch log lalch mai aa jaty hain or zada paisa hasial karny ky caker mai apne galtiyo ko ignore karty how eover confidence mai trading karty hain or unhy loss ho jata hain or un ke sare mahnet zaya ho jate hain lakin is mai market ka koi qasur nahi hota is liye hamy lalch ko avoid karna zarore hain
              • #8 Collapse

                Re: Greed mean lalach

                forex may hamay lalach say kam nahi karna chahey q kay jab hum lalach say kam karty hain to hamay loss hota hay is may hum akser apnay emotiona ko nhe control nahi kar patay jab hamary emotion kabo may nahi rahaty to to pher hum say kam may Galatia ho jaty hain or hamay loss hota hay or kabhy kabhy to hamra account bhe band ho jata hay is liay hamay lalach ko or emotion ko kabo kar kay kam karna chahey
                • #9 Collapse

                  Re: Greed mean lalach

                  forex mai greed hamara enemy hain hamy is ko avoid kar ky kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy or loss sy bach saky gy forex mai hum investment be kar sakty hain hum is mai live trading be kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kars sakty hain hum is mai bager paisao ky account bana kar be kam kar sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Greed mean lalach

                    Jab bhi market mein greed Kiya Jaye ga AP ko buhat sakht loss ho ga kyon ke lalach hmesha nuksan deti hai AP ko just strategy follow karni chahiye ohir chahe luck bhi ho Jaye AP ko us se hatna nahi hai yahi kameyabi hai
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Greed mean lalach

                      Ji Bhai ap ne Sahi Kaha Forex mein Hamare account wash hone ki aik wja Hum Jo lalach mein aa ke Trading krte Hain.Lalach hmesha hamare profit ko or bethta he,is liye Thora profit gain krte rhein or lalach mein kbhi bhi na ayen.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X