trading ma loss ka darr kam kesy kren

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Trading me lose ko Khatam karny ke 3 ho tareeky hai 1 aap ko pore tarha se market ko analysis kar ke trade lgana ho 2 all kabhi bhi big trade mat lagaye stop lose trade lgaye ya phir aap hamesha se he small trade ko mind me rakh ker trade kary iss se apko kabhi lose ni ho ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      dear ap thek keh rahe hain forex trading mai loss karne ka koi faida nhn es liye tu ap ko start mai learning k bare mai bola jata hai os ki aik he waa hai ap jitni achi learning karo gy ap ko loss b otna he kam hone k chance hain aur ye ap k liye he faida ki bat hai na k kisi aur k liye lehaza ap ko start mai demo account pe practice karni ho gii aur sath sath es business ko smjhna b ho ga...
      • #18 Collapse

        market main loss kay dar say agr humain kam nai karty hain to kis faida aysaay kam ka. humain market main agr success hasil karni hay to hard work kar kay achy say ana ho ga kun kay learning kay bgyr or loss kay bgyr hum market main move nai kar sakty hain is mai boht say log firs trade main loss kar jaty hain or phir earning hasil hoti hay
        • #19 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: raja798 پيغام ديکھيے
          dear trading members apko ma btata hun ky market ma loss ka darr aik aisi chez hai jo trader ko ko bahot tension deti hai
          hamari nafseyat ky khel hai trading
          kch log emotionally bahot strong hoty hain kch log emotionally weak hoty hain agr ap emotionally strong hain to apko trading krni chye agr weak hain to apni is khamo kp dor krna chye ohr trading strat krni chye
          agr ap emotionally weak hon to ap ko loss ka darr rahy ga aor ap ko is ma bahot oreshani ho skti hai
          lost Forex training Kahe important for the other traders photo editing cutting weight loss Ho Jaye Tumko main nahi karna chahiye Banke losco business Kaise samajh na chahiye aur Jyada pareshan nahi hona chahiye loss in trading ka ek hissa hai
          FRD 07 TRADING JOURNAL
          • #20 Collapse

            Loss k darr p qabo pane k lye hmaray pass forex ka knowledge ka hona bahot zarori hai and sath sath trading ka experience and 3rd cheez patience jiss k bghair ham kbi b best trader nae ban sakray
            Experience apko demo account p kam kar k mill jatay hai baqi forex ka knowledge posts p apko mill sakta is tarah ap loss k darr p qabo paa saktay hain
            • #21 Collapse

              Baat asi hai k agar ham trading mai full planing k sath starting lain tu hamy iska kafi faida ho sakta hai magar is faiday ko lena k lia hamy chahiya k ham achi planing k sath sath ham apne emotion par bhi control rakhyn kiyon k agar ham emotion par control nai karyn gay tu hamara mind disturb hoga aur ham ghalt step otha k apna loss karyn gay ghalt trade laga k emotion k hato
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #22 Collapse

                forex man trader loss ka dur or loss ku hamesha learning say hi khtum ker skaty han kun k trader jub learning kerta ha tu oc ku pata chul jatta ha k forex man kis tarhan trade ki jati ha oc k baad fear khtum hu jata ha.

                اب آن لائن

                Working...
                X