trading ma loss ka darr kam kesy kren

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trading ma loss ka darr kam kesy kren
    dear trading members apko ma btata hun ky market ma loss ka darr aik aisi chez hai jo trader ko ko bahot tension deti hai
    hamari nafseyat ky khel hai trading
    kch log emotionally bahot strong hoty hain kch log emotionally weak hoty hain agr ap emotionally strong hain to apko trading krni chye agr weak hain to apni is khamo kp dor krna chye ohr trading strat krni chye
    agr ap emotionally weak hon to ap ko loss ka darr rahy ga aor ap ko is ma bahot oreshani ho skti hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bhai apnke baat bhe theak hai lekin emotions kay sath sath loss kay dar sy bas is tarha bacha ja sakta hai kay jab humain is ka poora knowledge ho,hum poori tarha sy janty hoon kay trading kesy karni hai,market ka analysis kesy karna hai aur kab kis cheez ke trade lagani hai.is sab kay sath emotions bhe bohat matter karty hain.lekin agar humain ye sab pata ho to humain loss ka dar bohat kam hoga
    • #3 Collapse

      Ap ny acha thread create kia hai agar ham aisy trading kary to loss ka dar kam ho jaye or agar loss ka risk kam ho jaye to profit k chances barh jaye gy trading dekh kar or soch smjh kar hi kary to apko loss kam hi ho ga.
      • #4 Collapse

        Kya khob bat ki hay dear ap nay hamen trading mein behtari k liye hamen emotions ko control karna chahiye agar emption ko control kar lety hain forex mein to 50% kamyab ho jaty hain aor jab hamen trading mein loss ka khof nai hona chahiye loss k khof ki waja sy hum proper trading nai kar sakty jab hum fresh mind k sath market mein analysis karty hain to acha profit hasil hota hay
        • #5 Collapse

          Dear forex trading aik risky business hay aor is ma loss ka khadsha her waqat mojod rehta hay aor khas ker os waqat tu bhot hi zeyada hu jata hay jab hum without knowledge aor experience kay trading start ker detay han is liye ager loss ka darr khatam kerna hay tu pher trading hamesha mukammal knowledge aor experience kay saat analysis ker kay kerni chayi ta kay loss kay chances decrease kiye ja sakay aor profit ko maximum hadd tak barhaya ja sakay.
          • #6 Collapse

            bohat acha sawal ha ager hum koo forex sa achi earning hasil karni ha ot per hum ko chaheya ka hum loss sa na gabraya q ka business is the name of profit and loss ager hum ko profit hotee ha to per hum koloss be ho sakta ha esleya profit or loss to business ka hesaa ha................
            • #7 Collapse

              loss ky darr ko remove krna hai to mehnat krny pary gi deae apko aik bat ka andaza hona chye ky knowledge aor Experience primary chezen hain iaky bad apko tradung ka place and plan bna ky trades leni chye apko risk reward ratio dekhni chye apki market ka analysis krny ky leapy perfect work out krna vhye time frame bna ky kam krnq chye ta ky apko trading ma kamyabi mily
              • #8 Collapse

                Forex market ma trading karty waqt humain apni emotions per control rakna buhut zrorri ha nahi to ye emotions humain ghalat taraf pa guide kar dengy our hum bjaye profit k nuqsan uttalengy esi leye sub ko chaheye k market ma trade karty waqt apny jazbat ko qaboo ma rakna behter ha
                • #9 Collapse

                  Tradimg my ham ko losss bhot zeada hota hy agr ham ko isbbisness my hhit zeada losss ho bhu jaye tb bhii ham ko yahi umed hotinhy k ham cover kr sgty hy b our ya cover ho jaye ga agr ham ya bisness ayk bar join kety hy to hamara dil nai krta hy k ham us ko chor dy our koi our kam kry
                  https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                  • #10 Collapse

                    bhai ap nay theak kaha hai,loss ka dar har kisi ko hota hai aur ye har waqt rehta hai lekin agar humain trading say related proper knowledge ho aur humain trading karnay sy pehlay analysis karna ata ho to hum ap is loss honay kay dar ko bhe cover kar sakty hain aur kamyab bhe ho sakty hain.isliay knowledge hasil kar kay zyada sy zyada practice kar kay is dar ko cover kia ja sakta hai
                    • #11 Collapse

                      Yeh to confirm baat hai Jab Hum yahan par kaam karne ka Irada banate hain tu hain Yahin par nuksaan ka bahut jyada Dar Laga rehta hai Jaise kya Miyapur market proper method ke sath working experience core generate Karte Hain Hum hai yaha par Nali SBI Milta hai aur bol Yadav kiski generate hoti hai isliye Hame chahiye kya trading Mein loss ho to usko sabse pahle recover Kare Jab Hum isko recover the next level ki sabse long time ke liye kaam karne ko Jaate Hain
                      • #12 Collapse

                        • #13 Collapse

                          trading men loss ka darr kam krny k liye important hai k aap ziada se ziada is k mutaliq knowledge gain kren ziada se ziada practice kren aur aap ko is ka experince acha hona chaheye tbi ap ko loss ka darr kam ho ga aur lalach se khud ko bchaen.
                          • #14 Collapse

                            Bhai Jan forex trading pe log loss men janay ki waja se her waqt iss darr men rahtay k kahen zyada loss nah ho jay un k pass knowlege aur experience nhi hota iss pahlay iss ka knowlege hasil karen phir trade karnay se ap ka dar kam ho sakta hey
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Han g bhai loss yo her busniess mn hota hai yeh to part hai busniess ka lhkn es lose ky darr ko spny knowledge aor zahant kl sy kamn kia jasktavhai khtam to yeh phr bhii nii ho ga but kaai had tak kaam zrur hoga ap apny me nd emotions apny dill ko es loss see agree kr lein usky bad trading ktein..
                              Mehnat Me Azmat hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X