Demo mai kamyabi ke base per real trading ka over confidence k sath start!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Demo mai kamyabi ke base per real trading ka over confidence k sath start!
    New traders ko Jab demo account Mai new traders ko Jab trading Mai kamyabi hasil ho jate hai kion ke demo Mai capital b baray size ka Hota hai aur emotions ke involvement na hoty ke waja say demo asan Hota ha iss liye whan per traders ko jaldi kamyabi hasil ho jate ha .
    Aur new traders over confidence ka shikar ho real Mai b demo wali trading start karty hain jis say loss ho Jana yaqeeni ho jata ha . New traders ko Maire khayal say demo aur real ka faraq samajh k trading karne chiye . App ka kiya khayal ha?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Real trade aur demo trade men kafi farq hota hai dekhne men to same hi lagte hain lekin jab investment kr k trading ki jati hai tab kch aur hi scene dekhne ko mill jata hai
    Hamen demo pe kamyabi milne k baad over confidence nhi hona hai balke analysis k sath aur confidence k sath trading krni hai aur yahi hamari kamyabi ka raaz hai k jab tak ham rules ko break nhi krte hain tab tak ham kamyab hi rehte hain
    • #3 Collapse

      Demo account per jab bhi practice kerein to is baat ka khiyal rakhna chaye. Ky ap ka demo account kam se kam balance ky sath open ho. Ta ky ap kam balance ky sath practice kerein q ky real mein bhi ap ka balance kam hota hai. Is treh ap ko aik acha experience mily ga.
      • #4 Collapse

        Agar apko demo account me profit huwa hai or apko lagta hai k ap ab real trading me a sakty hai to us me overconfident nahi hona ap ny agar ap ny overconfidence sy live trading shuru ki to us me nuqsan hai apko loss ho sakta hai.
        • #5 Collapse

          Dear baat ya hay k instaforex trading aak bhot he different tarha ka bussniss hay aur iss main thori si mistake be baray lose ki waja banti hay new trader demo account main prectice kartay hain us doran un ko kamyabi milti hay tu real account main over confidence sa trade start kartay hain iss over confidence ki waja sa trade lose main chali jati hay aur bhot nuqsan ho jata hay
          • #6 Collapse

            Demo account pe practice mein kuch members ziada capital bana lety hein aur wahi soch real account mein trading pe apply krty hein aur over confidence ka shikar ho jaty hein woh samjhty hein demo pe hum kamyab trader thy ab is mein bhi kamyabi hogi yeh ghalat fehmi uko loss se dochar krti hai.
            • #7 Collapse

              Dear ye factor waqyi he k jb koi new trader demo pe achhi practice lr ly to us me trading confidence aa jata he aor ye confidence hona achhi bat he magr baz dafa baz traders over confident ho jaty hen jo k hhalt bat he, coonfidencr achha he magr over confident real trading me loss k moojib baan sakta he isliy khud pe controll zaruri he
              • #8 Collapse

                bilkul theak frmaya ap ny bhai ma apki bat sy itefaaq kron ga ky humen demo account ma kisi bhi kisam ki tension nhi hoti hai aor na he hum log trading ma loss ko wjaa sy bar bar trade open kr ky dekhty hain is leay demo ma humen bahot profit hota hai aksar tukky bhi market hain
                lkn real trading ma situation chang hoti hai demo account ma humen psychological koi preshani nhi hoti lkn actual real account ma hum loss sy ghbra ky trades ko bar bar dekhty hain
                • #9 Collapse

                  bohat acha sawal ha ager hum ko demo account pa kuch na kuch profit hotee ha to per hum ko real account ma over confidence nhi hona chaheya q ka ager hum wahaa pa over confidence hotaa ha to per hum ko lot of loss ho sakta ha laken ager hum es ma confidence ma kaam karta ha to per hum ko achi earning hoge............
                  • #10 Collapse

                    Ji bilkul ap ne sahi kaha hy demo account real ki nisbat bht asan hota hy or demo main bilahkhof kaam kertay hain app ka capital bhi ziada hota hy or naya naya seekhna ka shoq bhi hota hy is lie app ko jald kamyabhi mil jati hy or phir real account laganay main trader jaldbaxi kerta hy or overconfidence ka shikar hota hy jis se wo loss ker baithta hy
                    • #11 Collapse

                      Re: Demo mai kamyabi ke base per real trading ka over confidence k sath start!

                      agar hum demo account par trading ki practice karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay aur hum market main bohat acha profit earn karnay kay bary main seekh sakty hay es business main khoob time daina chahiye kyun keh time dai kar seekh kar he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay esmain mehnat karni chahiye
                      • #12 Collapse

                        Re: Demo mai kamyabi ke base per real trading ka over confidence k sath start!

                        mien to yeh he kahta hoon k jab ap forex mien aa ker demo account ko use kerty hien to ap ko es mien acha experience hasil ho jata hai or jab ap ko acha experience mil jata hai to ap ko es mien success hasil hony k chances bee bhut zayada ho jaty hien es lye ap es mien aa ker confidence say kam kerty hien or jab ap es mien sirf over confidence ho ker kam kerty hien to ap yaqeen ker lain k ap ko sirf or sorf loss ka mo dakhna par sakta hai.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Demo mai kamyabi ke base per real trading ka over confidence k sath start!

                          Demo acciunt my agr hamkamyab hona chaty hy to ham ko is my bhot zeada hardwork krny ki waja sy kych na kuch hasil hita hy agr ham is my demo my hardeork krty hy to ham sahi trha sy kamyab ho jaty hy agr ham demo account my practis ki hou hoti hy to ham ko is my koi bhi losss nai hota hy real my jany sy phly new mew bndy ko har hal my use jrna chiya

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X