Using risk level
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    Dear jab b ap trade dalte hain to ap ek ratio rakhte ho jis mein ap apne capital ki ek specific amount ka risk lete ho k main itne risk loun ga or badle mein muje itna reward mile ga main humesha apne capital ka 5 percent risk leta hn lekin reward mera ziyada he hota hai kam se kam 12 se 15 percent mera reward hota hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      risk ki bahut sari levels hain jabkey ap ko pehley money management karni chahiey aur us k bad hai yahan par ikam karna chahiye.
       
      • #153 Collapse

        risk ki levels hoti hain jaisa k jab ap k pas amount ho to tab to ap risk lay saktey hain mgar thorey k sath nahi .
         
        • #154 Collapse

          risk level yahey hai ky ap apnay capital per kitna loss efford kar saktay ho yahey risk level hota hai ais mai per ap apnay capital ky mutabiq volume ka trade lagatay hai
          • #155 Collapse

            Risk to bilkul bhi nahi leni chahiye forex mein, is ko sirf small lot size use kar ke hi control kiya ja sakta hai. wesay bhi trade correct time par open karni chahiye.
            • #156 Collapse

              Brother main is man try krta ho k risk free trading karo because yeh market bohat hi zayada risky han or is man ham minutes man acha khasa loss krskty han or hamy pta bi nai chaly ga isi liye main mostly try krta ho k safe trading karo
              • #157 Collapse

                asalam o alikum dear friend mein abhi tk threading ka level tk nahi pohoncha hu is liye muje in sab k bare mein abhi kuch knowledge nahi hai.......
                • #158 Collapse

                  Assalam-O-Alaikum sach pochain to bhai jan me to mostly jo trading karta hoon us me me aik kisam ki risk free trading he karta hoon q key maney kabhi be apney total capital ka 3% sey zyada ka risk nahi liya hey aur thora thora earn karney ko he better samjhta hoon.
                  • #159 Collapse

                    G bilkul thake kha hy apna forex trading mai bhai g apko chahye hy risk level ko apna apni investment ko dakh bhal ker kerna hota hy ye market bohat he zaida riski hy
                    • #160 Collapse

                      risk to lyna hi hota hay humain is main risk lay kar kam karnay say achi earning hasil ho sakti hay agr hum high risk say trade karty hain to humain high profit hasil ho sakta hay
                      "The mind is everything, What you think you become"
                      • #161 Collapse

                        Ager ap apna risk level km rakna chaty hy ka ap ko loss na to ap ko chay ka ap paly investment zyda karo us ka bad ap jab bi trade karo kam volume sy karo aur ak pair pay na karo aur dosra ap ak mind sit karo ka aaj main atna profit earn karna us ka bad trade ni karni
                        • #162 Collapse

                          Forex market mai risk level both zada hai. Likan ap es market mai analysis ky mutabiq trend ko maloom kray gy aur follow kro gy tou ap es market mai kamyabi hasil kr sako gy. Es tarah ap es market mai kamyabi hasil ho gy.
                          • #163 Collapse

                            dear agar app ka capital zeyda hay to app high risk level rak kar zeyda lot size laga sakty hey or app ko profit b acha ho sakta hay apny capital ko dake kar hi rick level ko chose karna chaye
                            • #164 Collapse

                              Mera risk level wo hy k main sirf our sirf lot size bare use kerta hoon jes k wja say mujhey forex main loss zieda hota hy baki analysis achy hoty hain so money ko must manage ker trading karein
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                Hamain apni ability aur experience key mutabiq risk lena chaheye aur ziada invest nahi krna chaheye. Yeh aik risky business hy aur aap ki aik chhoti si mistake aap ko kafi big loss dey sakti hy. Pehlay apna experience banayen aur phir risk lain. Agar aap without experience key is business main risk lain gey to loss ho jaye ga.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X